pathan apny mehmaan say
Pathan apny Mehmaan se: O yaara! Is Pankhay k neeche betho, Tumhain Sawab hoga.
Mehmaan: Sawaab, Woh kese?
Pathan: Hum ye Pankha Masjid se Utaar k laee hai...
by Abdul Hannan (few years ago!) / 911 views
Similar Jokes
Maan Ne Dur Hostel Mein Padte Apne Bete Ko Fon Kiya
Maan: “Beta, Kya Kar Rahe Ho?”
Beta: “Maan, Padh Raha Hoon”
Maan: “Bahut Acha Hai Padho-Padho, Wese Kya Padh Rahe Ho?”
Beta: “Aapki Hone Wali Bahu Ke Messages“
by Pak101.com (few years ago!)
Kisi Say Koi Cheez Maango Tou Bilkul Aisay Maango Jesay
Tumhre Baap Ki Ha.
Aur Nahi Milay Tou Soch Lena K Konsa Meray Baap Ki Thi :D :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa g ka ghora race main sbse peechay tha,
kisi ne poocha:
Santa apka ghora konsa hai?
Santa:O dekh jinnay sareyan nu
agay laya hoya ae.
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor Parche pe aisa kya likhta hai jo kewal Medical Store waale hi samajh paate hai..
Wo likhte hai:---
"Maine to Loot Liya tu bhi Loot le..."
by Pak101.com (few years ago!)
Bahut Sari Problem Aur Har Kaam Ulta Hone Ki Wajah Se Santa Ek Din Apne Ghar Mein Pandit Ko Bulaya
Pandit Kuch Der Ghar Mein Idhar Udhar Ghuma Aur Fir Santa Ko Hawan Karvane Ke Liye Bola
Pandit: “Apke Hawan Mein Kali Mata Ko Khush Karne Ke Liye 1 Daru Ki Botal, 1 Bakra Aur 5,000 Rupaye Lagenge”
Santa Ne Ye Suna Aur Gusse Se Bola: “Hramkhor Maine Hawan Karna Hai, Kali Mata Ko Party Nahi Deni“
by Pak101.com (few years ago!)
A New poster outside the bank for the year 2015…
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Petrol Loans available here
CNG & LPG is also available
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Oye Tumko KUTTEY par Mazmoon
Likh kar Laney ka kaha tha?
Pathan: Hum kya karey, jab Hum ne KUTTEY par Pen rakha tö wo Hamara tang par
Kaat krar bhag gaya.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Banta: Santa, itna udhaas kyu baita hai?
Santa: yaar betting mein maine 2000 gavaa
diyaa :-(
Banta: kaise?
: India pe 1000 rupaiye ka bet lagaaya tha aur
India ne match haar gaya
Banta: lekin 2000 kaise?
Santa: aaj us match ka highlights daale. India pe
ummeed rakh ke phir 1000 dala tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek fakir pathan k pas aya.
.
.
Pathan: kal ki roti kha lo ge?
.
.
Fakir: ji kha lon ga.
.
.
Pathan: Thk hy. Tu phr kal time se a jana....:-D
by @irha@ (few years ago!)
Santa Was Inserting Dog’s Tail
Into Pipe
Banta: Oye, Kutte Ki Dum Kabhi
Seedhi Hui Hai Aajtak?
Santa: Idiot,Main To Pipe Bend
Kar Raha Hu
by Tanveer Hussain (few years ago!)