Santa Cinema mai Film dekh raha tha.
Santa Cinema mai Film dekh raha tha.
.
Film mai 1 Shair dowarty howe araha tha.
.
Santa ne dekha tu dar gia, owr apni chadir kandhy pa dal kar bhaagny laga
Logo ne kaha: Santa ji mat daro, yai tu film hai
.
Santa: Wo tu mujh ko bhi pata hai ke yai film hai, lekin wo tu janwar hai, usko kia pata
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 790 views
Similar Jokes
1 Bacha Apni Maa Se Pitney k Baad
Papa Aap Ne Koi KaLa ilm Seekha hai Kya?
Papa: NAhi Beta
Bacha phir itni Zalim Bala Pakri Kese.. ?
by Mazhar Khan (few years ago!)
Two Sardars
1st sardar: oye agar neend na aaye to kya kia jaaye?
2nd Sardar: Neend ka intizar karne se achha hai ki banda soo hi jaye
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sardar:aik kala bulb dena.
Dukandar:kala bulb ka kia karna hai?
Sardar:dopahir me sone k lye andera karna hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Sardar: Itnay saray log football ko laat kion mar rahay hain?
.
Admi: Goal karny ke lie
.
Sardar: Gol hi tu hai, owr kitna gol karengay?
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa: What is ANOTHER difference between a MOSQUITO and a FLY?
Banta: A FLY can FLY but a MOSQUITO cannot MOSQUITO!
by Pak101.com (few years ago!)
Aik admi langrata hua hospital mai dakhil hota hai, usey dekh kar 2 doctor’s aapas main jhagrte hain,
Pahla Doctor: uski haddee toot gayi hai
Dusra Doctor: nahi us ka angootha nikal gaya hai.
Esi doran aik 3rd doctor ata hai aur kahta hai chaloo essi sai puch laitain hain, tou woh bolta hai, nahi meri too chappal toot gayi hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Pathan Cinema mai Film dekh raha tha.
.
Film mai 1 Shair dowarty howe araha tha.
.
Pathan ne dekha tu dar gia, owr apni chadir kandhy pa dal kar bhaagny laga
Logo ne kaha: Khan Sahib mat daro, yai tu film hai
.
Pathan: Wo tu mujh ko bhi pata hai ke yai film hai, lekin wo tu janwar hai, usko kia pata
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
ek murgi ne 3 ande diye aur dua ki ya Allah
mere bache naik niklain
to pehle andey main se bacha namaz parhta hua nikla,
dosra bacha tasbih parhta hua nikla,
tesra nahi nikla to murgi pareshan hogai
aur us ne bache ko awaz di to anday main se awaz aai
k main etqaf main betha hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
Father: Why have you got less marks in History Paper"
.
Son: It is not my fault, they asked questions which had happened before I was born.
by inayat khan (few years ago!)
Pati aur patni ghumne jaa rahe the.
Raaste me ek gadhe ko ghaas kata
dekh patni ne pati se
kaha – Oo G tumhara rishtedaar ghaas
kha raha hai, namaste karo.
Pati – Namaste Sasur Ji
by Tanveer Hussain (few years ago!)