Kal rat chor mare...
Santa 2 Police: Kal rath chor mere ghar se TV ke
alava sab samaan le gaye
Police:TV kyon nahi legaya?
Santa:TV to me dekh raha tha is liye.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 972 views
Similar Jokes
Santa aur Banta train ke peeche bhag rahe the.
Santa chadh gaya, to train me logo ne kaha “WEL DONE”
Santa – Khaak well done, jana to usey tha, mein to usey chhodne aaya tha!
by Pak101.com (few years ago!)
Pati-Na Kajre Ki Dhar
Na Motiyo Ke Haar
Na Koi Kiya Singar
Fir B Kitni Sundar Ho.
Patni-Kaminey Saaf Bol Na
MAKE-UP K Liye Paise Nahi Dunga
Ha ha ha
by Pak101.com (few years ago!)
Sharabi DAARU se tang aa gaya
Aur botlain tornay laga
1st tori or bola:
Teri waja se meri nokri chali gai
2nd tori or bola:
teri waja se mera ghar tabah hua 3rd tori
by Tanveer Hussain (few years ago!)
2 ghantay aatay ki line main khara rehte huye ek
aadmi ghussay se chillaya. "Main Zaradari ko goli
marnay ja raha hon." Kuch dari baat woh wapas
aakr aatay ki line main khara ho gaya. Kisi ne
pucha. "Kyon Maar Diya?" Usne maayusi se jawab
diya. "Wahan pe bhi line lagi hui hai."
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan 100 Ke Note Pe Likha
No Dial Kar Raha Tha
2nd Pathan:
Ye Tum Kya Kar Rahe Ho
1st Pathan :
Mai Dekh Raha Tha Ke
Quaid-E-Azam To Foat Ho Gae
To Unka Mobile Kis Ke Pass Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Friend: Tumko Sharam Nahi Aati Tumhara Baap Tailor hai.
Aur Tmhari Shirt Phati Hui Hai.
Sardar: Sharam to Tumko Bhi Nahi Aati.
Tumhara Baap Dentist Hai or Tumhara Bhai Bina Dant k Paida Hua!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa: tumhaara beta bilkul tumhaara jaisa hi dikhtaa hai.
Banta: dheere se bol... woh padosi ka beta hai
Santa: agar electricity nahi hota to kya hota?
Banta: raat mein candle light mein TV dekhna padta tha
by Pak101.com (few years ago!)
Pahli ladki:- maine faisla kiya hai jab tak main 25 saal ki nahin ho jaati main shaadi nahin karungi.
Doosri ladki:-aur maine faisla kiya hai jab tak main shaadi nahin kar leti 25 ki nahin houngi.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ka challenge
Pathan: Mai Meenar-e-pakistan ko sar par utha kar Peshawar le ja sakta hon.
Hazaron log ekathay ho gaye
Pathan: Bas ese utha kar mairy sar par rakho tum !
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Girl to boy: Tum larkay kisi larki mei
sub se pehlay kia daikhte ho ?
Boy: Yeh tou depend karta hai k
larki aa rahi hay ya ja rahi hai
by Pak101.com (few years ago!)