Modern shadi
Larka larki k baap se:me ap ki beti ka hath mangne aya hun.
Baap :q?
Larka :q k mere hath thak gae hain is ko message kar kar k
by Sabir shah (few years ago!) / 804 views
Similar Jokes
Teacher:beta ap k papa ki karte hain?
Boy:jo mummy bolti hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Santa :I Spoke 2 Sania Mirza
Yesterday On D Phone!
Banta :Dats Great!
What Did She Say?
Santa :Just
Wrong Number!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Happy Sing: Ghar mai Mera he Hukam chalta h
Mai Kehta hon, Garam paani, woh le ati hai,
Dost: Garam pani kuon?
Happy: Usse Bartan Achay Dhultay hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wife: Tum Tu kehtay thy k shaadi k baad bhi Tum muJh se bohat pyar karo gay!!
Husband: Haan, mujhe kya pata tha k Tumhari shadi mujh se hi Hojaye gi
by Pak101.com (few years ago!)
Techer:bacho tm bare ho kar kia bano ge
Pathan utha aur bola baba banun ga
by Sabir shah (few years ago!)
Teacher-bina daant k 2 jaanwaro ka naam bataao.
GOLU-Sir , Dada aur Dadi. .
by Pak101.com (few years ago!)
SANTA & BANTA Ek Baraat Me Gye
Vaha Unhe bar 2 Pani Diya Jata Hai
us se Tang Aa Kr
Santa-Halaq Me Pani Phans Gaya Hai Thode Chaval De Do.
by Pak101.com (few years ago!)
Beta bapp sey papa mai shaadi karna chahta hoon
bapp muskara kar beta kis sey karna chahte hoooo
beta Dadi sey
baap sharam nahi ati meri maa sey shaadi katna chahte ho
beta ap ko sharam nahi ayi ap ney meri ma sey kyu shadi ki
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Police:
Tumhe Kal Subah 5 Baje
Phansi Di Jayegi
Sardar: HA HA HA!
Police: Kyo Hass Rahe Ho?
Sardar: Mein To Subah 8 Baje Utthta Hoon
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Larki: Dukhandar se ye suit kitne ka hai?
Dukhandar: 1500 ka
Larki: Uff aur wo wala
Dukhandar: Do dafa Uff
by Mazhar Khan (few years ago!)