Dr. ne kha he k muje blood
RAAZ Dr. ne kha he k muje blood pressure he Jiski vaja se muje hert attack b ho sakta hy
FARAZ-Nhi aa skta.
R-Q.
F-Q..ki Ap Pathar dil he
by Pak101.com (few years ago!) / 1026 views
Similar Jokes
Nark me bahut se log aram se soo rahe the. .
.
BHAGWAAN - Ye log to nark ki garmi me bhi aram se so rahe hai. .
.
YAMRAAJ -SAALE U.P. se HAI
by Pak101.com (few years ago!)
Very Funny Girl ek beautiful college student thi.
Ek bar vo class me late aati hai.
Teacher: Tum late kiyon ho?
Very Funny Girl : Sir Ji, ik londa mera peecha kar raha tha.
Teacher: Par fir kya hua, tum late kaise hui?
Very Funny Girl : Sir, voh londa bahut dheere dheere chal raha tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Baba Ji ka dera bohot chamatkari hai. Sach mano vaha jo bhi koi buri niyat se jata hai, jalke bhasam ho jata hai.
Salman vaha gaya to bhasam ho gaya..
Hrithik bhi bhasam ho gaya..
Malika vaha gayi to..
...to anarth ho gaya..
Babaji jalke bhasam ho gaye!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Papu:me so so 6 baje karta hun aur potty 7 baje.
Docter:to is me masle wali kia bat hai?
Pappu:me uthta 8 bje hon
by Sabir shah (few years ago!)
BHIKARI-maine ek kitab likhi hai jiska naam hai paise kamane ke sau tarike.
Raahgir-to phir bhik kyon maang rahe ho
BHIKARI- YE UN SAU TARIKO ME SABSE AASAN TARIKA HAI
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Car ki Battery change karwane gaya.
Mechanic: Sahab, Exide ki Daal doon?
Santa: Nahin yaar,
Dono side ki daal de warna phir Problem hogi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ustad Fursat Fafte Haal Ji Apni Badnaseebi Ka Haal Kuch Is Tarha Sunate Hai
Apni Badnaseebi Ka Haal Kis-Kis Ko Sunaun, Aye Doston.
Girlfriend Ke Number Pe
Recharge Karane Gaya,
Aur Recharge Karne Wala Uska Bhai Nikla,
Haaye Mar Gaya, Bahut Maara Sale Ne,
Hat Jaao Yaaro Hospital Ja Raha Hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: If I die what will u do?
Husband: Main paagal ho jaun ga!
Wife: Will u marry again after I die?
Husband: Pagal kuch bhi kar sakta hai!
by Pak101.com (few years ago!)
1 Makhi Ki Halat Bohat Kharab Thi Wo Doctor K Pas Gai…
Doctor:Kiya Howa ?
Makhi: Bas Chae Mein Gir Gai Thi
1 “*MEMON” Ne Choos Choos K Bura Haal Kar Diya
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wife: (Looking at the sky) and asking her husband "Aisi kon c cheez hay jo tm roz deKhtay ho par torh nhi sktay ?"
.
?
.
.
... ?
.
Husband: tumhara 'Munh'
by Pak101.com (few years ago!)