Santa Car ki Battery change
Santa Car ki Battery change karwane gaya.
Mechanic: Sahab, Exide ki Daal doon?
Santa: Nahin yaar,
Dono side ki daal de warna phir Problem hogi.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 761 views
Similar Jokes
Afridi: Hum Sachin ko kissi bi haal main Century ki century nehi bananey dey gey.
Shoaib: Magher hum usey rokey gey kaisey!!!!! wo tu gazab ki form main hai?
Afridi: Hum 100 key andur hi all out ho jaey gey...!!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Boy: Suit to bohot acha pehna hai.
Girl: thanks
Boy: Lipstick bhi achi hai.
Girl: thanks
Boy: Makeup bhi bohot acha hai.
Girl: thanks
Boy: Lekin achi phir bhi nahi lag rahi ho.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa’s Son: Papa aaj meri Miss ne aisa sawal pucha jiska jawab sirf Merey paas tha.
Santa: Oye Shabash puttar, kya sawal tha?
Son: Ye class main PAAD kis ne Mari?
by Pak101.com (few years ago!)
Student's attitude:
2morow is my exam but i dont care bcoz a single sheet of paper can't decide my future...
by tahir bashir (few years ago!)
Santa: Kal Ek Admi Aurat Ko Peet Raha Tha. Maine Kaha Mard Se Lado.
Banta: Fir?
Santa: Jab Mujhe Hosh Aaya 2 Main Hospital Me Tha
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pthan Ki Murgi Bemar Hui
Sardar :
Tum Iska Sadka Utar Lo To Phir
.
Phir Kya Hona Tha,
PATHAN Ne Murghi K Lye 1 “Bakra” Sadqa Kar Diya.
by Pak101.com (few years ago!)
BREAKING NEWS Hakumat ne Ailaan kiya hai 2009-2010 mein new shadi shuda jorey BIJLI peda karenge. Bache nahi Q k Mulk me Bijli ki kami hai Bachon ki NAHI.
by Pak101.com (few years ago!)
aik admi dosre se: bhia ye larki kia hoti hai?
dosra:" pata nahi yar main to khud peshawar main rahta haon".
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher to Pathan: Tum ne home-work kion nahi kia?
.
.
Pathan: Sir hum hostel mai rehta hai
by Rizwan Ajmal (few years ago!)
Santa Ne Ek Naya Kamaal Kiya…
Wo BANK me jaaker so gaya
Puchho kyun?
Kyunki….
Usne board par Bank ka advertisement padha.. ki
“Yaha SONE Par LOAN Milta Hai”
Innocent Sant
by Pak101.com (few years ago!)