If Paratha & Pizza Is Dropped
Sardar To An Pathan:
If Paratha & Pizza Is Dropped From A 90 Feet Building,
Which Will Reach Da Ground First?
Pathan: Pizza, Bcoz It’s Fast Food!
by Mohammad Ali (few years ago!) / 1139 views
Similar Jokes
Interviewer: What is the Recession?
Candidate:
When 'Wine & Women' get replaced by 'Water &
Wife', that Critical Phase of Life is called
Recession
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Girl : Paros wali Aunty mujhe bohat tang karti theen..
Jab b kisi ki Shadi hoti wo mere gaal kheench k kehti
"AB TUMHARI BARI HAI"
Phir mainay un ki ye aadat khatam karwa di.
Friend : Kaise ?
Girl:Jab koi Mar jata tou mai un k Gaal kheench k kehti...
"AB AAP KI BARI HAI"
by Abdul Sami (few years ago!)
Teacher: physics ki
definition Btao?
' \
'
'
'
'
Studentt: puri nai ati akhir se thori yad
hai ..
...
'
'
' '
'
'
Teacher: ok sunao..
'
' '
Student:and this
is called physics... :P
by Pak101.com (few years ago!)
Log Kehte Hain K Badam Pistey Waghaira Khaney Se Dimagh Taiz Hota hai...
Ghalat Kehte Hain.
.
.
.
Kyon K Agar Aisa Hota to Aaj Sabse Aqalmand Pathan Hota.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Leave application by sardar:
sir
satsrikaal
My wife is very ill & their is no other husband in family 2 take care of her
so kindly declare HOLIDAY.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan darakht pe charha to upar bandar ne pocha: Upar Q aye?
Pathan:AMROOD khanay
Bandar:Yeh to AAM ka Darakht ha;
pathan. pata ha:
Main AMROOD sath laya hon..
by Pak101.com (few years ago!)
Ho nhi sakta k mujay teri yaad na aye,
bhool k bhi bhulaon wo waqt na aye,
Tum bhulo to tumhen agli sans na aye
Me bhoolun
.
.
.
.
.
.
Chal koi gal nai Banda bhool bhi jata hai…;
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Larki Dukan Daar:
Koi Aisa card hay jis me likha ho k me tum se aur sir tum se pyar karti hoon
Dukandar: haan hai
Girl: Tu Phir aisa karo
Kay
2 darjan pack kar do
by Hina Ali (few years ago!)
“FaceBook Ka Kamaal”
Class K Doraan Ek Larkay Nay Apna Facebook Account Khola,
Foran Professor Nay Comment Kiya,
“Class Say Nikal Jao”
Principal Nay Professor K Comment Ko Like Kiya,
Dost Nay Comment Kiya, “Oye Cafe Aja”
Maa Nay Comment Kiya,
“Nalaik Insan Class Nahi Leni Tou Sabzi Lay Kar Ghar Aja”
Baap Nay Foran Comment Kiya
“Dekh Lo Apnay Betay Ki Harkatain”
Usi Waqt Girlfriend Ka Comment Aa Gaya
“Dhokay Baz Tum Nay Tou Kaha Tha Hospital Main Hu, Dadi Akhri Stage Par Ha Is Liye Milnay Nahi Aa Sakta”.
Or Usi Waqt Dadi Nay Comment Kiya,
“Lakh Di Lanat”
by Mazhar Khan (few years ago!)
Lucky: Yaar mujhey kuch nahi aata tha main paper khali chor aya hon.
Banta: Main bhi!
Santa: Shit yaar, teacher samjhe gi hum ne cheating ki hay. :p :D
by Asim Raza (few years ago!)