Girl:paros wali
Girl : Paros wali Aunty mujhe bohat tang karti theen..
Jab b kisi ki Shadi hoti wo mere gaal kheench k kehti
"AB TUMHARI BARI HAI"
Phir mainay un ki ye aadat khatam karwa di.
Friend : Kaise ?
Girl:Jab koi Mar jata tou mai un k Gaal kheench k kehti...
"AB AAP KI BARI HAI"
by Abdul Sami (few years ago!) / 1180 views
Similar Jokes
Husband to wife: Did you have any boyfriend before our marriage?
Wife remained silent for some time…
Husband: mai es khamoshi ko kia samjhon??
Wife: Abhy gin ne tu dey..:)
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Bhai log!
Ghajini dekhne k bad andaza hua k
apke bhi b Amir khan se kuch kam
nhi hai.
Mein b parhta hun,samjhta hun,
Phir 15 min bad sab bhool jata hun.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Wife: Suno jab apna chashma utaarte ho, toh bahut handsome dikte ho….
Husband: Haan darling, jab main chashma utaarta hoo, tab tum bhi bahut khoobsoorat dikti ho…
by Pak101.com (few years ago!)
Caller:namastay g liit kab aae gi?
Wapda wala:janab namaste kiun kaha?
Caller:ap par salamti bhejna pore pakistan walun se ghadri hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Jaisa Ki Sab Jante Hai Ki Hrithik Roshan Ka Dance
Bada Mast Hai.
Ek Din Ese Hi Baaton Baaton Mein Hrithik Bhai
Apne Rajnikanth Ko Dance Competition Ke Liye
Challange Kar Bethe.
Aur Is Competition Ka Result Aap Logo Ko Batane
Ki Jarurat Nahi Hai.
Kyunki Aap Logo Ne Hrithik Bhai Ko Wheel Chair
Par Dekh Hi Liya Hoga Guzarish Mein.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
After a quarrel, a wife said to her husband, You know, I was a fool when I married you.
The husband replied, “Yes dear, but I was in love and didn’t notice”.
by tanveer hussain (few years ago!)
Baap: Ye Jin Waghera kuch nhi hotay
Beta: Papa Nokrani kehti hy k
humaray Ghar main jin hain
Baap: Saman pack karo
Beta: Q papa ?
Baap: Abay.. Humary Ghar main koie
Nokrani hi Nhi Hai.
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Ameer Larkay ny apni grlfrnd sy gift manga,
Larki ny apni totti hoi joti ka talwa day diya,
Larka wo talwa lay kr sunar k pas gaya or kaha:'Ye
chandi k box me saja do'Sunar nay 2 din ka time
diya.
2 din baad jab larka leny aya to sunar nay
pocha:'ye kis buzurg ki jouti ka talwa hai?'
Larka:'ye buzurg ka nahi meri girlfriend ki jouti ka
talwa hay'
Sunar:'begairt pehly Q nahi bataya hum sab ghar
walon nay is ko 3,3 dafa dho k piya ha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Bhotni apni maa sy”mama mama dkho na me kitni khofnak ho gai Hon
.
Mom;Beti Zyada Gharor ni krtay
Tm ny abi Jazz k add m Ali Zafr k sath wali larki ni dekhi :-P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Baap: Tumhari teacher khe rhi thi wo tumhe nahi pdha sakti
Beta: Tabhi to mein khe rha tha wo acha nahi padhati hain.
Baap: Mene kha tha na nails kaat lo phir kyun nahi kate
Beta: Papa mene kate the per apka driver itni dhire gaadi chalata hai ke nails raste mein hi bhad jate hain.
by Pak101.com (few years ago!)