Ramu-Inn aalu k parantho mein
Ramu-Inn aalu k parantho mein aalu nazar nahin aa rahe hai
Shyamu-Yaar naam par mat ja
Kashmiri pulav mei kabhi kashmir nazar aata hai kya.?
by Pak101.com (few years ago!) / 1413 views
Similar Jokes
Khushi is bat ki hai k kisi ki bhi nahi hai..:-)
hahaha
( ',')/
<)) bally bally
/ >
by @irha@ (few years ago!)
Husband: Ary Munne ko Samjhao, Zid Kar raha hai K
Gadhe Per Bethunga.
Wife: To kya Hua Bacha He to Hai, Zara si Dair ke Liye Peeth Pe Bitha Lo.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Mere podho ko pani de ramu.
Ramu: Sir barish gir rahi hai!
Sardar: Bahana nahi chahiae, chata leke ja…
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:
I really like u.
Girl:
Meri chappel ka size pata hai na?
Sardar:
Lo kar lao gal,
friendship hoi nae,
farmaeshaan shuru.
by Pak101.com (few years ago!)
Maalik: Tum bathroom mein kyu ghus
aaye, Kya tumhe pata nahi tha ki mein
naha raha hoon?
.
.
Naukar: Hazur galti ho gayi,
mein
samjha tha begum sahiba hai. OooPPSSS
by Abdul Hannan (few years ago!)
Let's play a game.
Its very interesting
Ready?
3
2
1
.
Start
.
.
Kia start?
Nalayk
Koi kam b kar liya karo
Har waqt khelne ki pari rehti ha!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher: Jo mere sawal ka jawab dega wo ghr ja skta hy
Pathan ne foran apna bag khirki se bahir phenka
Teacher: Ye bag kis ne phenka hai
Pathan: Main ne
yahooo
Chutti
Teacher shocked
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa : Oye Tu Ladki Dekh Aaya? Kaisi Hai?
Banta : Rang Se Kali Hai or Kaan Se Kam Sunti Hai.. . .
Santa : Zara English Me Bta . . .
Banta : 'BLACK-BERRY' Hai...
by Mazhar Khan (few years ago!)
Achii aur buri biwi mein kya farq hai?
Answer: Kya matlab?
Biwiyaan achii bhi hoti hai kya?!
by Pak101.com (few years ago!)
Pani ko bewkuf kaise banaoge?
Socho
Socho
...
Socho
Garam karo or roz ki tarah aaj bhi mat nahao.
by Pak101.com (few years ago!)