Driving on wrong side
Santa Driving On D Wrong
Side Of One Way Road
He Became Upset & Said :
Shit I Think I Am Late To
The Function All R Coming Back
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 864 views
Similar Jokes
Aik Larki Dukan Daar:
Koi Aisa card hay jis me likha ho k me tum se aur
sir tum se pyar karti hoon
Dukandar: haan hai
Girl: Tu Phir aisa karo
Kay
2 darjan pack kar do
by Tanveer Hussain (few years ago!)
2 engg. students padhaai kar rhe the..
1ST- "Kya time ho gya re..??"
.
2re ne, jawaab dene k bajaay saamne waale ghar pe ek patthar maara..
..
... ..
..
..
..
..
..
..
..
..
Ek budhiya tilmilaate huye baahar niklee, aur boli-
"Kameeno, ab to so jaao, RAAT K 3 BAJE HAI.."
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: kelaa kitna hai?
Dukaanwala: 1 Rupay
Santa: 60 paise mein doge kya?
Dukaanwala: itne me to sirf kele kaa chilkaa hi milegaa
Santa: to 40 paise leke sirf kelaa dedo
by Pak101.com (few years ago!)
Darya-e-Ravi main pani ka level khatre k nishaan se opper chala gaya hai....
par tension ki koi baat nahi hai....
Army ki rescue team ne khatre ka nishaan aur opper kardia hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Teacher to papu: tumhare Papa kya karte hai?
Pappu:
;
;
;
;
Jo meri Mummy Kahti hai
by Pak101.com (few years ago!)
Ek aadmi (khumb mele me) Hey Prabhu, Teri Kripa se khumb k mele me bhai bhai ko bichadte dekha hai.......... kabhi pati patni par bhi apni kripa barsao..........!!
by Pak101.com (few years ago!)
1 Sardar Restaurant pe soup pi raha tha.
Boy: Sardar G soup wich makhi Ae..
Sardar: Dil wada ker yar,
makhi ne kina pe lena ae
by taimur (few years ago!)
Hum Log Ghar ki Rakhwali k Liye kUTTA Rakhte
Hain.
Pakistani Citizen:
Ye Konsi Bari Baat Hai..
"Humne To Pure Mulk k Liye Rakha Hua Hai.."
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sir:Indian Main Kaun Kaun Se States Hain?
Student: Jammu,UP,MP,Asam
Sir: Aur Batao?
Funny Student: Bas maje Main Aap Batao???
by Pak101.com (few years ago!)
Husband aur wife may jagra howa to wife nay apni maa ko phone kia ami mayra un say jagra howa hai may 3,4 month k liay aap k gar a rahe hoo
Maa boli jagra us kambakht nay kia hai saza b us ko milni chahiay tu wahe tehar may arahe hoo 5,6 months k liay
by tanveer hussain (few years ago!)