husband or wife main jegrha
Husband aur wife may jagra howa to wife nay apni maa ko phone kia ami mayra un say jagra howa hai may 3,4 month k liay aap k gar a rahe hoo
Maa boli jagra us kambakht nay kia hai saza b us ko milni chahiay tu wahe tehar may arahe hoo 5,6 months k liay
by tanveer hussain (few years ago!) / 792 views
Similar Jokes
Pathan ne makhi k dono par kat diye aur kaha
“UR ja”
wo na uri to pathan ne kaha:
Tajarbay se sabit hua k Agr makhi k dono pr Kat diye jain to wo Sun nai skti
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Molvi pathan se: sana aati hai?
Pathan :sana to nahein aati par us ki choti behn saba aati hai.
by Mohammad Ali (few years ago!)
ek gaon me kisi Buzurg k Mar jane se Schol me Chutti ho Gyi
Schol se ate wqt 2 Bacho ne 2 Buzurg ko dekha to Ek bola-Dekh Do aur Chutti aa rahi hai
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: oye banta machli khayega?
Banta: nhi yaar usme kaante hote hain.
Santa: oye chadd yaar, chappal pahen ke kha lena.
by Pak101.com (few years ago!)
Ticket Seller Apne Boss Se: “Boss, Koi Bhi Ra-1 Movie Ki Ticket Nahi Le Raha, Hum To Barbad Ho Jayenge”
Boss Kuch Sochte Hue: “Hmmm, Ek Kam Kar Free Ki Tickets Baant Jab Vo Ander Guss Jaye To Sare Darwaje Band Karke Exit Ticket 500 Rs Ki Bech“
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar : O banno car ki speed itni kyon badha di?
Banno : Oji car ki break fail ho gayi hai, accident ho jaye iske pehle ghar pahunch jaate hain….!
by Pak101.com (few years ago!)
Samajhne ki Koshish karo.
Mujhe Tang Mat Karo.
Mujhe Akela Chhor Do.
Kal Raat Tumhari Wajah Se Main So Nahi Saka.
Mat Khelo Meri Zindagi K Sath. Ok?
Ye Sab Pathan, Ek Machhar se Keh Raha Tha
by Abdul Hannan (few years ago!)
santa:Meri billi mar gai
banta:kese mari
santa :Maine use nahala diya tha
banta- nahalne se b kahi billi marti h
banta-Maine nahalane k bad use nichod b tha
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek larki ka dil sub se ziyada kab dukhta hai?
_
_
:
:
:
jub wo kisi kam wali ko apne jaisa lawn ka print pehne howe dekhti hai
by Sabir shah (few years ago!)
Doctor: Bachy ko pani dainy se pahle ubaal lia karain
Sardar: Wo tu teekh hai lekin Ubaalny se Bacha mar tu nahi jayega??
by hearthackervsgirls (few years ago!)