Girl: Will u marry me?

Girl: Will u marry me?

Santa: No, humare yahan shaadi sirf relatives mein hi hoti hai. Mummy ne Papa se, Didi ne Jijaji se aur Bhaiya ne Bhabhi se .

by hearthackervsgirls (few years ago!) / 823 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Jab tumhe meri yaad ati hai

Girl:
Jab tumhe meri yaad ati hai to tum kya karte ho..?
.
.
Boy:
Main tumhari favorite icecream kha leta hu aur tum?
.
.
.
GIRL:
Main GOLD FLAKE pi leti hu..

by Pak101.com (few years ago!)
Mard ziyada sharif hote hain ya auratein?

Qus. Mard ziyada sharif hote hain ya auratein?

Ans.Mard ziyada sharif hote hain, kyun k Mardo Me,
Umar Sharif,
Nawaz Sharif,
Shehbaz Sharif,
Hamza shari

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardaro Par Jokes Isliye Bante Hai

Santa Samundar Mein Dahi Daal Raha Tha.

Banta: “Santa, Ye Tu Kya Kar Raha Hai?”

Santa: “Lassi Bana Raha Hoon”

Banta Gusse Se: “Isliye Log Ham Pe Joke Marte Hai, Itni Lassi Tera Baap Piyega“

by Pak101.com (few years ago!)
Darling main tum se shadi nhi ker sakta

Sardar to Girlfriend= Darling main tum se shaadi
nahi karsakta gharwale mana karrahe hai.
Girlfriend= Tumhare ghar me kaun kaun hai.
Sardar= 1 biwi aur 3 bacche.

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: Tumko Kuttay Pr Mazmon

Teacher: Tumko Kuttay Pr Mazmon Likh Kr Lane Ka Kaha Tha

Pathan: Hum Kya Kare Abi Hum Ne Kuttay Par Pen Hi Rakha Tha To Wo Hamara Tang Pe Kaat Kar Bhag Gya

by Mohammad Ali (few years ago!)
Nurse-mubarak ho aap ke yaha

Nurse-mubarak ho aap ke yaha beta hua he kya naam socha hai iska

baap-chhedte hue
ap itni khubsurat ho ap batao
nurse-Kutte ka bacha rakh do

by Pak101.com (few years ago!)
School Me Master

School Me Master Ji Ne Chote Sardar Se Poocha:
Jis Me Koi Kami Nahi
Usko Kya Kehte Hen?”

Chota Sardar Bola : “Kami-Na”

by Mohammad Ali (few years ago!)
newspaper

Wife: I wish I was a newspaper so I would be in Ur hands all day.

Husband: I too wish that u were a newspapers so I could have a new one everyday.

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Race

Race dekhte Hue
GOLU ne Pucha:"Inam kisko milega?"
MOLU:Sub se age wale ko.
GOLU:To phir piche wale kyu bhag rahe hain?

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Biwi Shohar Se

Biwi Shohar Se "Tum Shaadi k Baad
Badal Gaye Ho !"

Shohar: "Mene Tumhei'n Pehly
Hi Bata Dia Tha k Mujhy Shaadi Shuda Larkio'n Main Koi Dil-chaspi Nahi

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 ladka ladki ka picha kr ra..

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Patient To Nurse

APRIL FOOL manaya

Santa- Insaan Ko Zindagi Mei..

What is the difference betwe..

1 Ship 300 pagalo ko le ja r..

Baap ne Bete ki Talashi Li

Sardar: Tum Shadi Shuda Ho?

Darling, if you marry me

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook