Race
Race dekhte Hue
GOLU ne Pucha:"Inam kisko milega?"
MOLU:Sub se age wale ko.
GOLU:To phir piche wale kyu bhag rahe hain?
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1041 views
Similar Jokes
Sardar Director: U Should Jump 2 D Swimingpool
Frm 100 Ft Height.
Act: I Don’t Know Swiming.
Sardar Director:
Don’t Wory, Their Is No Water.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek pagal ne ek aadmi ko thaper maara.
Dono ko adalat mein le jaya gaya to judge ne pagal ko saza sunayi k tum 5 rupay jurmana adda karo ge.
Pagal ne 10 rupay de kar ek thappar judge ko bhi maar diya.
Aur kaha.
"Dono 5..5 rupay le lo.
Mere paas khullay nahi hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Munna Bhai:- a Circuit, apun k mind me 1 laucha
chal rela he,
ye Bagla 1 tang utha k kae ko sota he?
Circuit:- aray simple Bhai,
bolay to agar Bagla dosri tang b utha lega to gir
jai ga. . .
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Bahut Bada Doctor Mental Hospital Mein Round Ke Liye Jata Hai,
Wahaan Pagalon Ka Checkup Karte Hue Usne Ek Pagal Ko Dekha Jo Chup Chaap Baitha Tha
Doctor Ke Man Mein Na Jane Kya Aya Usne Paagal Se Puchha
Doctor: Tum Pagal Kyun Hue?
Pagal Rote Hue Bola: Maine Ek Vidhva Se Shaadi Ki, Par Uski Ek Jawan Beti Thi Usko Dekh Ke Mere Baap Ne Us Se Shaadi Kar Dali,
Aise Meri Wo Beti Meri Maan Ban Gayi, Fir Un Ke Ghar Beti Hui, To Wo Meri Bahan Hui Magar Main Uski Naani Ka Pati Tha,
Is Liye Wo Meri Nawasi Bhi Hui Isi Tarha Mera Beta Hua Jo Apni Daadi Ka Bhai Ban Gaya Aur Main Apne Bete Ka Bhanja,
Aur Mera Baap Mera Damaad Ban Gaya, Aur Mera Beta Apne Dada Ka Sala Ban Gaya Aur
Doctor Cheekhte Hue: Abey Chup Kar Sale Mujhe Bhi Pagal Kerega Kya?
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor- Tum Toh Mamuli Dard Bataa Rahe They, Lekin Tumhari Toh Dhadkan Bhi Kaafi Badhi Huee Hai
Sonu- Woh Toh Aapki Fees Dekh kar Badhi Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Truck dosry Truck ko rassi se baandh kar le jar aha tha
.
Yai daikh kar sardar hans kar lot pot hogia owr kahny laga:
1 rassi ko le jany ke lie 2, 2 truck
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek shEikH doCtOr k pAsS Gya Or bO|A K GhAr ja Kr mAreEz Check Krnay Kitnay Pesay.
Doctor:300 Rs.
Sheikh:cHLAin dOctOr Shb.
Ghar Puhanchay tO Docor Ne pOcha K MareEz Kahan hAi?
Sheikh: MareEz Koi Nahi hAi,
Taxi wALa 500 Mang Raha Tha,
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Dost K Teen Dost Thay.
Teeno Doctor Thay.
2 Pagal Thay.
1 Ko Smajh Nahi Thi,
Jis Ko Samjh Nahi Thi, Us K 3 Hosptals Thay.
2 Band Thay 1 Khulta Nahi Tha .
Jo Khulta Nahi Tha Us Main 3 Fans Thay.
2 Band Thy 1 Chalta Nahi Tha.
Jo Chalta Nahi Tha Us Ko 3 Machanics K Pass Lay Gaye .
2 Ko Kam Ata Nahi Tha, 1 Say Hota Nahi Tha.\
Jis Say Hota Nahi Tha, Us K 3 Shagird Thay.
2 Atay Nahi Thay, 1 Ghar Main Rehta Tha.
Jo Ghar Main Rehta Tha, Wo Wahi Shuru Wala Dost Tha,
Jis K 3 Dost Thay.
Mainay Bhi Ye Sms 3 Lougo Ko Send Kia,
2 Pagal Hogaye Our 1 Abhi Hojaye Ga… :P :D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Summer vacation is tough.
We only have three months to forget what it took us nine months of school to learn.
by Pak101.com (few years ago!)
Agr ap ki wife kehna nai manti hai to
;->
gaur kiun karte ho kisi ki bi nai manti
is parcham k saye tale hum aik hain.
by Sabir shah (few years ago!)