Lafz lafz likhon
Lafz lafz likhon teri tareef me?
lafz
lafz
lafz
lafz
lafz
lafz
lafz
lafz
lafz
kafi hai ya or likhon?
by Mazhar Khan (few years ago!) / 882 views
Similar Jokes
BHAKT - Bhagwan Mujhe Wardan Do Ki Main Marne Ke Baad Phir Zinda Ho Sakun
BHAGWAN- Ye Mere Bas Ki Baat Nahi Hai Putr, Ye Toh Sirf Ekta Kapoor Hee Kar Sakti Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher :tumhare abu ka naam kia hai?
Pathan:google khan
Teachar :ye kia naam hai
Pathan:hum jahan bi ho wo humen dhondh leta hai
by Sabir shah (few years ago!)
Santa Ne Ek Number Milaya, To Aage Se Ek Computrizd Female Voice Aayi.
“Apke Paas Paryapt Balance Nahi Hai”
Santa: “Arrey Balance Ko Goli Maar Janu, Tumse Baat Ho Jati Hai Itna Hi Kafi Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Girl:Main fail hona chahti hon
Boy:Kyun?
Girl:Ammi na kaha hai 1st ai to Sceince Dilwaengi
2nd to arts.Agar Fail ho gai to SHADI Kara Dungi.
by Sohaib Tariq (few years ago!)
Admi:yar mushkil me hun meri b.v aik kis k .100 rupee leti hai.
Dost :tum khush kismat ho dosrun se to wo 500 leti hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Pakistan Post office ney, "Asif Zardari" ki tasweer waley tickets jaari ker diyea hain.
AWAAM puch rahi hai key
"Thook kis taraf lagana hai!"
by Mohammad Ali (few years ago!)
Fair & Lovely Ki Unseen Ad
Maa: “Nalayak, Itni Raat Tak Kaha Thi?”
Beti: “Mom, Boyfriend Ke Saath”
Maa: “Kar Aayi Na Muh Kala?”
Beti: “To Kya Hua Maa, Fair & Lovely Hai Na.“
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Mujhe shadi me BMW mili hy,
Banta: Par tumhare pas to koi car nhi,
Santa: Aby ghadhe BMW ka matlab hy, BOHAT MOTI WIFE.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:sarak pe golian chal rahi thi .
Is english me tarnslate karo.
Student:tablets were going on the road.
by Sabir shah (few years ago!)
Dadi ko "BHAGWAT GEETA" ka path karte dekh pota apni ma se bola- Ma dadi kon se xam ki Tyaari kar rahi he, Ma boli- Beta dadi "FINAL" ki tyari kar rhi he.
by Pak101.com (few years ago!)