Ap k liye jaan kon de skta Hy?
Ap k liye jaan kon de skta Hy?
Select NO.
1
2
3
4
5
6
7
8
9
Plz Rply
.
.
.
Mt krna
.
.
Apko ghr me 2sri dfa salan koi Nhi Deta jaan kon dega!!! HAHAHAHAHAHAHA.
by Mazhar Khan (few years ago!) / 951 views
Similar Jokes
Frog: Tumhare Paas Dimaag Nahin Hai. Santa: Hai
Frog: Nahin Hai. Santa: Hai
Frog: Nahin Hai & Jumps Into The Well Santa: Isme Suicide Karne Waali Kya Baat Thi?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 gareeb ladke ki shaadi ho rhi thi.
Pandit: kaho main apni patni koo apna sab kuch dene ki shapat leta hun...
peeche se awaaz aayi "lo bechaare ki cycle bhi gye".
by Pak101.com (few years ago!)
Some say Whisky is Risky,
Some say Whisky bina Zindagi Miss ki,
But .. Rum, Beer ya ho Whisky,
Koi Nhi Grlfrnd se Zyada Risky !
Aaj Iski, kal pata nhi Kisky
by Pak101.com (few years ago!)
Chintu: Papa What's the Difference Between
Mother's Tears & Wife's Tears?
Father: Mother's tears Affect your HEART,
And
Wife's Tears Affect your POCKET. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Ne 1 Ghar me Chor¡ K¡,
Sab Kch Lutne K Bad Jayenamaz B Utha L¡.
Malik Bola Ye Jaynamaz To Chor Jao
Pathan: Khocha Hm Tum Ko Kia Kafir Nazar Ata he.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
PRINCIPAL :Agar koi ladka girls hostel mein gaya toh first time 100 Rs fine, 2nd time 200 Rs. Fine and 3rd time 500.
MUNNA BHAI :Boley to Monthly paas ka kya lega Mamu.
by ADNAN (few years ago!)
Ek Miss apny shagird se pyar hogaya...
Miss ne usay message kia...
.. I Miss you..
..
Sardar ne kafi dair sochny k baad reply kia...
...
...keh...
....
I Student U.
..
hahahha :D
by WAQAR (few years ago!)
hanso
khelo
naacho
gao
duniya ki parwa mat karo
kyun k
duniya janti hai k pagal aisi harkatein karte rehte hain.
HoHoHoHoho
HaHaHaHaHa
by Mazhar Khan (few years ago!)
Question : Why do girls close
their eyes while kissing a guy?
Guess‚¦
Guess
.
... .
.
Answer : Yeh ladkiyan ladkon
ko kabhi khush nahi dekh sakti.
by Pak101.com (few years ago!)
Ladka apni dilruba se poochta hai, "Kya pyaar karna paap hai?"
Ladke ka dost uske kaan mein bolta hai, "Abbey patli gali pakad peeche uska baap hai"
by Pak101.com (few years ago!)