400 km
Santa: bhaisaab, yahaa se mumbai kitna door hai?
Vyakti: 400 km.
Santa: baap re, mujhe aaj hi vaapas lautnaa hai.
mumbai se yahaa tak kitnaa door hai?
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 913 views
Similar Jokes
Q:Ladkiya Kabi Khud Pyar Ka Izhar Pehle Q Nhi Krti?
Intresting Jawab:
Taki Break-up Krte Waqt Ye Keh Sake Ki Tum Mere Piche Pade The,Mai Nai
by Pak101.com (few years ago!)
Inspector To Banta:
Faansi Se Pehle
Bata Teri Antim Ichha Kya Hai?
Banta:Mere Pair Upar Aur
Sir Neeche Kar K Faansi De Do..!
by Pak101.com (few years ago!)
1 Admi Apne Bete Se: Oye,Ghabra Mat Tu Sher Da Puttar Hai!
Beta:Ha Papaji
Class Me Miss Bhi Yahi Bolti Hai
Ki Tu Kisi Janwar Ki He Aulad Hai
by Pak101.com (few years ago!)
kal raat internet nhi chal rha tau mai ghar walon k pas ja kar baith gaya....
yaar wo achy log hain...
=D
by WAQAR (few years ago!)
Husband :ab tm hi aik wahid ho jo is ghar ko janat bana sakti ho,
wife khush hote howe: wo kaise?
Husband:apne maiky ja kar
by Sabir shah (few years ago!)
1 student class me bahut ochal raha tha
teacher:ap k papa ap ko amrood khilate hain?
Student:g han lakin ap ko kaise pata chala
teacher:ap k ander k keere se
by Sabir shah (few years ago!)
Pathan English sekny obama k pas gia 3month bad waps aya to pthn ko obama ka phone aya
Pathan: hi obama hw r u?
Obama: yaara tum english ch0ro nswaar bhej0!…
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 horror movie dekhi
Husband: rat ko mene 1 horror movie dekhi,
1 chudeil kabhi mere age
kabhi piche aur kabhi sath chal rahi thi,
Wife: Kaun si movie thi?
Husband: Apni shadi ki
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Husband (Wife Se ):
Aaj Hamari Shadi Ki Salgiraha Hai
Chalo Chiken Banate Hai
Wife:Why?
Main Apni Galti Ki Saja Us Murge Ko Kyu Du
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Bap: Aaj Mera Bacha Upset Q He..??
Beta: Mai Apko Nai Bata Sakta
Bap: Mujhe Apna Dost Samjho Yar
Beta: Yar Teri Bhabhi Nraz HoGai He
by Mazhar Khan (few years ago!)