hockey aur cricket
hockey aur cricket me kya fark hy ???
Hockey main Pakistan 1 ghantay main zalil hota hai
Jab ke
Cricket main 9 ghantay lag jate hain…
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1099 views
Similar Jokes
Santa: yaar I Notice a very Impotant thingBanta: Wht is dis?Santa: Jab railway Fatak Band hota hai Tab TabTRain Jarur aati hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar to Son: Ja Puttar ek glass pani le ke aa
Son: Sorry abba mai nahi ja sakda
2nd Son: Abba ae te hai e chawal, to aap le ke aa
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek aurat:-jab tumhara talak hua tha tab to tumhara ek hi bachcha tha.ab 3 kaise?
Doosri:-who kabhi kabhi maafi mangne aa jate the.
by Pak101.com (few years ago!)
ustaad shagird se agar tum ne kal tak fees jaman na karwai to main tum ko parche main bethane nahi dun ga. Shagird masomiat se koi baat nahi sir main khare ho kar paper de dun ga.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Waiter: Ur Bill Sir.
Santa: Take My Card.
Waiter: But Sir, This Is Ration Card.
Santa: To Phir Bahar Kya Mazaak Me Likha hai..
All Cards are Accepted.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: Oye Tumko KUTTEY par MazmoonLikh kar Laney ka kaha tha?
Pathan: Hum kya karey, jab Hum ne KUTTEY par Pen rakha tö wo Hamara tang parKaat krar bhag gaya
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Patni:Humare naukar ne chandi ka chamcha
churaya
Pati:Kaunsa?
Patni:Jo humne parso hotel se churaya tha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Kabhi kehta tha dost mera ke
“Jaan bi maango to hazir hay ”
Aaj apni Biwi ko jan ketha hay
Aur maangta ho tu galiyann deta hai …!
Matlabi saala……
by Mazhar Khan (few years ago!)
Wife husband say :
aji sontay ho main aaj kal bohat kubsort hoti ja rahi hon
Husband:
tumhay kis nay kaha?
wife:
meri khubsorti daikh ker aab rotian bhi jelnay lagi hain
by Raju (few years ago!)
husband-talak lena hai,
advocate-talak lene ke liye 5000rp lagenge,
husband-pagal ho kya?pandit ne 51rp me shadi
kari thi.
advocate-dekh liye na saste ka natija.....
by Tanveer Hussain (few years ago!)