Dil dewana kehta hai
Mausam ye haseen kehta hai pyar krle.
Dil diwana kehta hai ikrar karle.
chahat kehti hai izhar krle.
par mummy khti hai pehle
.
.
.
Graduation to pass karle
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!) / 915 views
Similar Jokes
013:” wife..
Husband:” Begam ek cup garma-garam chai bna
do
jara..
.
.
.
.
.
.
Wife:” kyyaaaaa..??
Zara phir kehna..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Husband:” maine kaha g, ek cup chai bana dun
aapko..???
by Mazhar Khan (few years ago!)
Bv:itni slow awaz me kis se bat kar rahe ho
Husband:behan se
Bv:behan se itni slow bolne ki kia zaroorat hai
Husband: tumari jo hai
by Sabir shah (few years ago!)
Solid Reason To Hate The Serial C.I.D
Lady: “Rahul Mera Bhai Tha”
Daya: “Kya? Rahul Tumhara Bhai Tha?”
Lady: “Haan, Rahul Mera Bhai Tha”
Abhijeet: “Rahul Sach Mein Tumhara Bhai Tha?”
Lady: “Haan Sir, Wo Mera Bhai Tha”
ACP: “Oh My God, Iska Matlab, Tum Rahul Ki Bahan Ho“
by Pak101.com (few years ago!)
Wrong Number: Hello, Fridge chal raha hai?
Admi: Haan chal raha hay, Ap kon??
Caller: To phir pakar lo. Warna bhaag jayega. :P
Again call…
Caller: fridge hai??
Admi gusse sy: nhi hai
Caller: kaha tha na pakar lo varna bhaag jae ga :D :D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Girlriend to Boyfriend: Mera ladla, mera pyara,
mera chhona, mera sweet gugla. Muj se shadi
karoge? Bolo baby bolo.
Boyfriend: Tum mujhe Propose kar rahi ho ya
Adopt
by Tanveer Hussain (few years ago!)
MuJe ROta HuWa daikH Kr Wo Ye kah kr chala Gya.
ArY PaGaL
ROTy To SuB hi hain kYa HuM SuB k ho Jaen?
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Pathan bhari Bus mai ek Larki se Touch ho raha
tha
Larki: Excuse me Aap Acha nahi kar rahy..
Pathan: Itny Rush me is se acha nahi ho sakta……
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boy:tum badal gai ho tume kiss karta ho to tum aankhen band nai karti
girl:kaminy pichli bar b band ki thi to 200 gaib ho gae the.
by Sabir shah (few years ago!)
Teacher ne bachchon se poocha, tum future mein kya karna chahte ho?
Ram: Main pilot banna chahta hoon.
Vinod: Main doctor banna chahta hoon.
Deepa: Main achchi maa banna chahti hoon.
Ravi: Main Deepa ko help karna chahta hoon :P
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pathan Naya Naya Tableegh Me Gaya.
Jab Wapis Aaya To Apni B.V ko Marne Laga.
kisi Ne Waja pochi To Pathan Kehne Laga
oye Daarhi Nahi Rakhti
Admi ne kaha
Pagal ye To Aurat he. Is ki Daarhi Nhi Aati.
Pathan Wo To Mujhe B Pata he. Lekin Ye Daarhi Rakhne ka irada to kar le,
Irade par b 1 Neki hai.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)