Life main khabi
life me kabhi serious na hona
tention na lena
always find time 2 laugh
varna log kahenge ghor kalyug aya he aj kal
CARTOON b nahi haste
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1275 views
Similar Jokes
Agar “Dil” ko aanda(egg) kehtey
to indian films k naam aisay hote
Hum Aanda de chuke sanam,
Yeh aanda aapka huwa,
Hum aap k aanday main rehte hain,
Aandy waale Bread le jayienge…
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Malik: Tum bathroom me kyu ghus aaye, kya tumhe pata nahi tha ki mai naha raha hoon?
Naukar: Hazur galti ho gayi, mai samjha tha begum sahiba hai.
by Pak101.com (few years ago!)
BOY: Abbu ye Nal Mein Paani Kahan Se Aata Hai?
FATHER: beta yahan jheel hai na. Wahan se aata hai
BOY: Abbu mujhe le k jao na wahan.
FATHER: Acha chalo.
Wo bete ko jheel k paas le jata hai aur bacha usse jheel mein phaink deta hai......
Phir bacha ghar puhanch k : Ammi Nal kholo abbu aa rahe hain
by Pak101.com (few years ago!)
GOLU Mobile Compny Me Job Lene Gya 1st Hi Swal
Ka Jawab Dene P Usko Bhaga Diya Gya
SAWAL-Sabse Mashur Network Konsa H
G:Cartoon Network
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa Bus stand jane k kitne paise?
Rikshwala 10Rs
Santa: 2Rs mein chalega.
Rikshwala 2Rs kaun le k jayega?
Santa baith piche me le jata hu
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar to Son: Ja Puttar ek glass pani le ke aa
Son: Sorry abba mai nahi ja sakda
2nd Son: Abba ae te hai e chawal, to aap le ke aa
by Jawad Ali Abbasi (few years ago!)
Santa: Oye Banta Machli Khayega?
Banta: Nahi Yaar Usme Kaante Hote Hain.
Santa: Oye Chadd Yaar, Chappal Pahen K Kha Lena.
by Pak101.com (few years ago!)
Waiter: Khan Sahib 10 Rup Tip To Meri Insult Hai…
Khan: To Phir..?
Waiter: 20 Rup To Hone Chaiye Na…
Khan: Main Tumhari Double Insult Nahi Kar Sakta…
by Mazhar Khan (few years ago!)
Eik bachay ke ghar guests aa gaye.
Maa ne kaha: beta, mehmaanon ke liye kuch le kar aao.
Bachay miyan bhage bhage gaye.
Aur mehmaanon ke liye “Rikshaw” le aaye.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: Yaar Ye Autometacily Kya Hota Hai
Banta: Simple Yaar, Jab Koi Ganji Aurat Auto Me Baith K Jaye to Use bolte hai "Auto-Me-Takli"
by Pak101.com (few years ago!)