Pathan Ne Oxford Univrsty
Pathan Ne Oxford Univrsty Mein Top Kia Media: Agay Kya Karna Chahtay Ho?
Pathan:
“Bachpan Se 1 Hi Khuwab Hai
K Ham Apna Lunday Ki Dukaan Kholay Ga”
by Pak101.com (few years ago!) / 906 views
Similar Jokes
Imran Hashmi Ek Cosmetics Ki
Shop Par Gaya Aur Dukandaar Se Bola.
Imran Hashmi: “Bhaiya, Ek Lipstick Dena?”
Dukandaar: “Saab, Koun Sa Color Doon?”
Imran Hashmi: “Yaar, Color Ko Goli Maar, Bas Taste Aachha Hona Chahiye“
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:
Tumhare abbu kya kaam karte hain?
Bacha:
HPS k maalik hain.
Teacher:
Nice.Acha ye HPS ka kia matlab hai?
Bacha:
“Haji Pkora shop”
by Pak101.com (few years ago!)
Agar dil ka naam Anda(egg) hota toh films ka
naam is tarha hote..
Ye Anda aapka hua Hum Anda de chuke sanam,
Hum aapke Ande main rehte hain,
Ande wale dulhaniya le jayenge..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan mobile company mei job k lye gya
1st question k answer pr hi usay laat maar k bhaga
dia
Ques:Which is the most popular network?
Pathan: AL-QAIDA :-D :-D :-P
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 dost dusre dost ko raat 2 bje phone karta
hai
.
1st- hello, bhai jaldi aa kuch kaam he
.
2nd- kya kaam he yr mujhe nind aarhi he ,
mai nhi aa raha
.
.
.
1st- yr plz aja kuch jaruri kaam he
2nd- muje nind aa rhi he, K bye.
Gudnyt Phone off.
.
kuch der baad 2nd dost ko lagta hai. jaruri
kaam hoga, wo rat 2 bje us dost k ghar jata he 2nd- ha bol kya kaam he?
1st- bhai, wo light or t.v band karde
by Pak101.com (few years ago!)
.
Husbnd: tm se shadi kr k mjhe ek faayeda tou hua hy,
wife: konsa?
Husbnd: mjhe apne sare gunahoun ki saza dunia me he mil gaie..
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Pathan Bhi Ajeeb Kaum Hai Doston.
“Ghusse Se Bole Toh Dar Lagta Hai Ke Maare Na”
Or
“Pyaar Se Bole Toh Bhi Dar Lagta Hai Ke Kahi Maar Hi Na Le“
by Pak101.com (few years ago!)
A Doctor Implanted a New Ear to a Man:
Man: You Idiot, You Gave Me a Woman's Ear.
Doctor: It Makes No Difference.
Man: It Does, Now I Can Hear Everything,
But Understand Nothing. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
NANI MARTE huve: Beta me apna FARM, TRACTORS, FARM HOUSE, ANIMALS oR 22,358,364 cash tumhare naam ker rhi hoon........
NAWASA: NANI yeh sab hay kahan????
NANI: "FACE BOOK FARMVILLE" pay BETA...
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Choti Si Pyari Bacchi Ek Dukaan Pe Gayi Aur Boli
Bacchi: “Uncle, Jab Mein Badi Ho Jaungi To Aap Apne Bete Ki Shaadi Mujhse Karoge?”
Dukaandar Muskura Ke Bade Pyar Se Bola: “Haan Beta Zarur Kar Dunga”
Bacchi: “To Uncle, Apni Hone Wali Bahu Ko Ek Dairymilk Do Na“
by Pak101.com (few years ago!)