Faraz ghurbat se tang aa kar Daku Ban gaya
Faraz ghurbat se tang aa kar Daku Ban gaya
Daketi karne 1 bank gaya or kaha….!!!
Arz kya hai…
Taqdir me jo hay wo hi Milega,
Hands Up, Koi apni Jagah se nahi Hilega…
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 851 views
Similar Jokes
1 Pathan America Gya
Waha Wo Church M Gya To
Achanak Ghanta Bja “Tunnn”
Ittefaq Se Light B 7 Hi Chali Gai,
Pathan Dar K Bhaga
Or Bola:
“Bhago Undertaker Agaya”
by Pak101.com (few years ago!)
Nanhi bachi- “Dadiji, kya aap acting bhi karti hai?”
Dadi- “Nahi to, lekin kyo?”
Bachi- “Subah maa pitaji se kah rahi thi ki yadi aap yaha rahi to drama to jaroor hoga”
by Pak101.com (few years ago!)
Banta: Jab main paida hua tha to military walon ne 21 topein chalayeen thi.
Santa: Kamaal hai ! Sab ka nishana chook gaya?
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:- Translate This Punjabi Sentence Into English . .
Ethay Tey Anni Peyi Hoyi Aey.
.
.
.
Sardar: A Blind Girl Is sleeping here ! ;
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Boy: Kaha jaa rahi ho?
Girl: Aatma-Hatya karne…
Boy: To itna make-up kyun kiya hua hai?
Girl: Abe Ghonchu, Kal akhbar me photo aayegi na!!
by Pak101.com (few years ago!)
teacher: see boys read well and keep our country name is good
student: the name of india is notgood
by hearthackervsgirls (few years ago!)
A serious thought
umar ki raah mein jazbaat badal jaate hai
Waqt ki aandhi mein halaat badal jaate hai
Sochta hoon kaam kar kar ke record tod du
Lekin kambakht salary dekte hi khayaal badal jaate hai
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ques:Ghurbat ki intha kya hai?
Ans: Jb 1 larki 2 rupay mein kiss dene ko tayar ho
‘
‘
‘
‘
Aur aap k pass 1 rupay ho…!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Saas: Bhagwan ne tumhe 2 aankhe di. Chawal me se 2-4 pathar nahi nikal sakti.
Bahu: Bhagwan ne tumhe 32 daant diye 2-4 pathar nahi chaba sakti kya.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ko sapney mein ik ladki ne chappal maari,
2 din tk sardar apney bank nahii gayaa,
Qnky bank mein likha thaa..
“hum aapkey sapney ko hakikat mein badaltey hain” :-P
Waaa Oye Sardar
by hearthackervsgirls (few years ago!)