Kuch is tara dosti nibayenge
Kuch is tara dosti nibayenge,
Nokri na mili to bilkul nahi ghabraenge,
Dono station pr chaye ki dukan lagayenge,
Tum chaye banana
Hum chaye chaye chilayenge..
by Mazhar Khan (few years ago!) / 785 views
Similar Jokes
1 Film ky Poster par kesi PEER ke Urrs ka Poster
lag gia
.
Poster Phat gia owr likhayi mix ho gayi
.
1 Ticket mai 2 mazay
Langar ky baad zabardast Dance hoga
Maulana Sultan Rahi ke full action ke sath
Khwateen ke lie pardy ka khas intezaam hai
Reema owr Saima ke dil-fareeb raqs mai shareek
ho kar
Sawab-e-darain hasil karain -
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 ChuÑti Hathi K Upar Baith Kr Ja Rahi Thi.
Raste Me Kacha Pull Aa Jata Hy.
Usy Daikh k ChuÑti Boli
.
.
Janu! Cross Kr Lo Gy Ya Me UtruÑ. :-D ;-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
preeto: main kapray nichor nichor k thak gayi, tum mujhe ek spinner hi dila d.
next day santa HARBHAJAN SINGH ko le aaye.
by Pak101.com (few years ago!)
Bv gusse se:agr me shaitan se shadi karti to wo ap se behter shohar sabit hota.
Shohar: magar behan bhai ki shadi ho jo nai sakti
by Sabir shah (few years ago!)
EK LADKE NE AMROOD KHRIDE OR USME SE KIDA NIKLA. AGLE DIN USNE AMROOD WALE KO KHA ISME KIDA NIKLA HAIN TO USNE KHA YE TO KISMAT KI BAAT HAIN. AAJ KIDA NIKLA HAIN KYA PTA KAL TERA MOTER CYCLE NIKAL JAYE.
by Pak101.com (few years ago!)
BOY: chalo kisi sunsan jaga par ghomney chalen !!!
Girl . Tum asey wesey harket to nahen karogay?
Boy . Nahi
Girl. Phir rahnedo kiya faida !
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar proposed a girl……
Girl said am 1 yr elder to u…….
Sardar said Oye no problem
soniye I’ll marry u next year.
by tanveer hussain (few years ago!)
1st Man: shaadi ke baad main lakhpati ban gaya.
2nd Man: use kyu itnaa udhaas bol rahe ho?
1st Man: usse pehle mein crorepati tha
by Pak101.com (few years ago!)
BOY TO GIRL: Tum to 14v ka chand ho
Girl: Sach, kya main itni khoobsorat hoon?
Boy: Arey nahin !!
Main to yeh batana chah raha tha kay tum itni gool matool ho....
by Pak101.com (few years ago!)
Wife:shadi se pehlay to tum bahut gift dia karte the magr ab kuch bi nai dete ho?
Husband:machli parkne k bad dana koi nai dalta
by Sabir shah (few years ago!)