3 pathan ek bike pe ja rahe the,
3 pathan ek bike pe ja rahe the,
Trafic constable ne rokne ke lye thath dya,
Pathan: abe pagal hai kya tujhe kya hum apne sar
per bithaye ge
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 902 views
Similar Jokes
Shiri Rehman Farmati hay
Zardari hazir hay jooty ki saza panay ko
wah wah
Zardari hazir hay jooty ki saza panay ko
liken koi jutey say na mare mere dewane ko
by ubaid ur rehman (few years ago!)
Molana sahab jumay k khutbe mein: Ajkal cable pe channel bohot kharab aa rahe hen!Pathan: Nahi, hamare ghar to saaf aa rahe hain. Aap apna taar check karo..
by Pak101.com (few years ago!)
sardarni: janu Mere Pait Me Bohat Gas Hai,
Sardar: O Shukr Kar Gas Hai,
Petrol Honda Te America Ne Qabza Kar Lena C.
by Pak101.com (few years ago!)
musharaf: very sorry to hear abt da bomb blast
near white house at 8 dis morning.
obama: nothing happened here.
musf:whats da time?
obama:7 o'clock
musf: sorry i"ll call u later
by Tanveer Hussain (few years ago!)
HUM TO UDTI CHIDYA
KE
BHI PAR GIN LETE HEN
.
.
.
.
.
.
.
.
BANTA :
ISMEN KYA MUSHKIL HAI,
2 HI TO HOTE HAI...
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Aadmi Pahli baar Sasural Gaya,
Uski Saas Ne Use 7 Din Tak
Subah-Sham Palak Ka Saag Khilaya.
8ve Din Saas Ne Pucha: “Beta, Kya Khaoge?”
Aadmi Bola: “Mummy Ji, Khet Dikha Do, Khud Hi Char Aaunga“
by Pak101.com (few years ago!)
Ek aurat coma main chali
gai . . .Pati murda samjh kr jalane
chala ....
Raste main arthi khambe se
takrane se aurat ko hosh agaya...
1 saal bad aurat sach main mar
gai . . .
Sab log RAM RAM SATYA hai
bolty ja rahe thy
. Lekin .
Pati ki zuban pe ek hi baat thi
KHAMBA BACHA ke.
by Pak101.com (few years ago!)
In Court Judge Said 2 Women:
U R Realy Brave,
Dako Ko Buhat Mera Tum Ne.
Woman:Mjhay Kya Pta Daako
Tha Me Samjhi Mera Shohar
Ghar Der Se Aya Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
I saw someone in coffie shop,
Attractive, Graceful, Intelligent, Smart and Decent.
More like a celebrity.
I went to Closer...... .
OH GOD!!!!
Yeh Mirrors bhi na.Ufffffffffff
by Pak101.com (few years ago!)
Father: beta tum history mein fail kyun ho gaye the?
Beta: papa , sabhi question us time ke the jab mein paida bhi nahi hua tha.
by Pak101.com (few years ago!)