WATCHMAN
Har mard ki life dekho to
Without shadi SPIDERMAN
Shadi k time SUPERMAN
Shadi k bad GENTLEMAN
or Biwi khubsurat ho to puri umar WATCHMAN
by Mazhar Khan (few years ago!) / 743 views
Similar Jokes
Father:
Mere 4 Bachay Hain,
3 Ne MBA Kea Hua Hai Aur 1 Chor Hai
Frnd:
Jo Choriyan Karta Ha
Usay Ghar Se Nikaalte Q Nhi Ho?
Father:
Ek Wohi To Kama K Lata Hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Ranjha ne bansri bajai heer daur k aai,
majnu ne been bajai laila bhag k aai
aur hum ne seeti bajai wo apne abu ko le aai.
by Sabir shah (few years ago!)
Larkay wale:
Aap ki beti kuch karti hai?
Larki ki amma…
Haan jii
MASHAALLAH
Rozana 3 rupee mai 500 sms krti hai..A.M.A
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1Machar ki shadi Makkhi se hui , Raat ko Machar bahar baitha tha To dusre Machar ne poocha kya hua?
Machar bola "Yaar Teri bhabhi ALL OUT laga ke so rahi hai".
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: Aap bahut mote ho gaye ho.
Santa: Tum bhi toh kitni moti ho gayi ho,
Wife: Main toh maa banne wali hoon!
Santa: Main bhi toh baap banne wala hoon
by hearthackervsgirls (few years ago!)
FIRE ko aag kehte hain
COBRA ko naag kahte hain
GARDEN ko baag kahte hain
aur
"EXAMS" k samay jo kaam na kare use dimag kahte Hai!;)
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan chilke samait kela kha raha tha
kisi ne pocha cheela kiun nai hai,
pathan :mujhe pata hai is k adnadr kela hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Sardar:Eik Wari Me Chota ja Hunda Ce Me Minar-e-Pakistan to Dig Gya Ce
2ndSardar:Fir Mar Gya C k Bch Gya C?
Sardar:Menu ki pata Me te Chota Jya Hunda c.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Nurse:Udhaas kyu baite ho sir?
Doctor:Dopahar jiska operation kiya tha, woh mar gaya.
Nurse: Arey woh to post mortem tha.
Doctor:Tho main subah kiska post mortem kiyaa tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Halwai se,Tum kitne saal se jalebi bna rhy ho!
Halwai: Bare fakhar se 30 saal se,
Pathan:lakh di lanat e Tere kolon aj tak jalebi sidhi nai bani..
by Pak101.com (few years ago!)