Girl Frind And Doctor
Girl: Doctor sahib mairy boyfriend ko
andar bula lejeye .
Doctor: Trust me
mai shareef admi ho…. .
Girl: Nahi Doctor Sahib, apki nurse bahir akeli hai, owr maira boyfriend shareef
nahi hai
by Åkásh khãñ (few years ago!) / 905 views
Similar Jokes
RAAZ-Aj BV ne Bahut Mara
FARAZ-Kyu?
RAAZ-I was kissing Katrena
FARAZ- Wow Katrena Kaif?
RAAZ-Nhi Yar Meri Nokrani Katrena
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Din School Mein Teacher Ne Pappu Se Ek Sawal Puchha?
Teacher: “Pappu Batao, Salwar Ke Nade Ko English Mein Kya Kehte Hai?”
Pappu: “Ji Mam, P.H.D.”
Teacher Hairan Hokar: “Iska Kya Matlab Hai?”
Pappu: “Ji, Payjama Holding Device.”
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ko Gali mai 100 rupey ka note mela Note ke oper lekha tha “EID MUBARAK” .
Sardar ne idhar udhar dekha, owr Note Jaib mai rakthy howe bola “KHAIR MUBARAK”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Woman complaining to Dentist: "I'd rather get pregnant than have a tooth filled !"
Dentist: "Decide so i can adjust the chair accordingly"
by Pak101.com (few years ago!)
Exam tha sar par aur bachon ne padhna chor diya...
Wah Wah..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Exam tha sar par aur bachon ne parna chor diya..
.
.
.
CID KA ACP tha toilet me..
Aur DAYA ne darwaza tod diya..:p :O :D
by Pak101.com (few years ago!)
Colgate se daant saaf karne ka,
Pepsodent se majboot karne ka,
Babool se fresh karne ka..
Agar fir bhi safed nahi huye to..
Bindass HARPIC use karne ka..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
During The Match
Batsman LBW Hua..
SANTA:
Log HumE Pagal Samajhte Hain..
Yaha To Sab Pagal Hain..
Lagi Batsman Ko Hai Aur Bowler Cheekh Raha hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher : Children
Exams Are Nearing
If U Have Any Doubt U Can Ask Me..
Santa: In Which Printing Press
The Question Paper Are Printed..?
by Mohammad Ali (few years ago!)
Insan ko sb se bara shock kb lagta hy
.
.
Socho
.
.
Socho
.
.
Sochooo
.
.
Nahi pata?
.
.
.
Jb usy pata lagta hy k wo baghair package k sms kar raha hy:-D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa: Yaar suna hai teri BV bhag gai? Tera kya kehna hy?
.
.
.
.
Banta: Bs yaar kya kahon
"Kabi Khushi Kabhi Gham"
by Pak101.com (few years ago!)