Santa-Yaar Meri Door Ki Nazar Kharab
Santa-Yaar Meri Door Ki Nazar Kharab Hai,
Chashma Lena Padega
Banta-Wo Kya Chamak Raha Hai?
Santa-Suraj
Banta-Sale Aur Kitne Dur Dekhega
by Pak101.com (few years ago!) / 971 views
Similar Jokes
Jotay khane k tum he ustaad nhi ho ARBAB….
Suna hai is zamanay mei koi BUSH bhi hai…
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan mobile company mei job k lye gya
1st question k answer pr hi usay laat maar k bhaga dia
Ques:Which is the most popular network?
Pathan: AL-QAIDA :-D :-D :-P
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu:miss gandhh g k sar pe baal kiun nai thay?
Miss:ye akalmand logon ki nishani hoti hai
pappu:tab hi larkiaon k itne lambe baal hote hain.
by Sabir shah (few years ago!)
Baap ne Bete ki Talashi Li, Cigrate, Masala,Daru ki Botal or Ladkiyo k Mbl no. Nikle.Baap ne Bahut Mara-Kbse Chal Rha h Sb?Beta Rote Hue-Papa Ye Jacket Apka hai
by Pak101.com (few years ago!)
Wife:Is Saal Rozay Rakho Gai?
Husband:Nahi
Wife: Aur Taravih Perho gai?
Husband: Mushkil Hai
Wif: Aur Aftari Kero gai?
Husband: Zahir ha
Kia bilkul he kafir smja hua hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan Ny NADRA K Office Mai Ja Kar Ek Baat Boli.
Jisay Sun Kar NADRA Waly Pagal Ho Gaye.
Pathan Bola:
"I.D Card K Golden Numbers Dikhao?"
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ek Pathan Naya Naya Tableegh Me Gaya.
Jab Wapis Aaya To Apni B.V ko Marne Laga.
kisi Ne Waja pochi To Pathan Kehne Laga
oye Daarhi Nahi Rakhti
Admi ne kaha
Pagal ye To Aurat he. Is ki Daarhi Nhi Aati.
Pathan Wo To Mujhe B Pata he. Lekin Ye Daarhi Rakhne ka irada to kar le,
Irade par b 1 Neki hai.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
chinese lady pakistani lady se:
"Mere Husband ka Chalte Chalte intiqal Ho Gaya.
Pakistani Lady:
..."Bus Behan , China ki Cheezon ka Yehi Masla Hai...
by Tanveer Hussain (few years ago!)
jang may pathan nay bullet proof jacket ki jaga
machar dani pahan rakhi thee ....kisi nay pocha kio
g pathan bola jis may say machar nahy guzar sakta
goli kaisy guzary ga ,,,,,,
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ashik ban gaya,Mat karo waar,
Bura nahee ye pyaar,Bura hai intezaar.
Letter diyaa to, Thappad mat maro yaar,
Bura nahee ye ikraar,Bura hai inkaar.
Sharaabee bana to,Mat dalo ilzaam,
Bura nahee ye jaam,Bura hai anjaam.
by Mazhar Khan (few years ago!)