Pappu ki party
Pappu ek party mein gaya aur waha usne 8 butter
naan kha liye.
Kuch der baad toilet mein pet pakad ke ro raha
tha bhagwan se request kar raha tha ki, “Hey
bhagwan ya toh jaan nikal de ya naan nikal de!”
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1364 views
Similar Jokes
Sardar:
Tum Shadi Shuda Ho?
Pathan:
Han, Humara Aurat Say Shadi Hua Ha
Sardar:
Bewakuf, To Kia Mard Se B Shadi Hoti Ha
Pathan:
Han Humara Bahen Ka Hua Ha.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ne apna cellphone leke dentist ke pass gaya tha. kyu?
kyunki use check karna tha ke uske cell mein bluetooth hai ki nahi.
by Pak101.com (few years ago!)
Ab rishty wale ap ko dekhne aayen to apne mu par meezan ka oil laga dena,
kiun k
har cheez meezan me achi lagti hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Mere 50 Rs Wapas Dedo
Sante ek sadhu se mila.
Sadhu:Kuchh daan karo bachcha.
Santa ne 50 Rs. de dia
SADHU Khush ho ke:Mang beta, kya chahiye?
Santa:Baba, mere 50 Rs wapas dedo
by Pak101.com (few years ago!)
Malkin: kya hua tum 3 din kam pe nai aai?
Kamwali: mene to facebook pe update kia tha ki mai gaao ja rhi hu...!
Apke husband ne comment bhi mara tha "Miss u"
by Pak101.com (few years ago!)
1 jamadar gatter se jhuk k kachar nikal raha tha
pass se aik pagal guzara
pagal ne kaha mere lye bi 2 rotian laga dena
by Sabir shah (few years ago!)
2 thief’s were busy in a robbery….Suddenly police
came out of building !! 1st thief : Oh !
The police is here. Quick! Jump out of the window!
2nd thief: But this is the 13th floor. 1st thief :
Hurry! this is no time for superstitions.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Guiness Book Of World Record 2009.
Aik Pakistani Kal 24 Ghanton
Tak Pani Me Saans Band Kr K Naya
Record Qaim Kiya
.
.
.
.
.
Janaza kal 4 bajay he.
by Zia Rasool (few years ago!)
Arjun: “Main Chidiya Ki Aankh Fod Sakta Hoon”
Rajni Kant: “Main Chidiya Ki Aankh Ki Retina Ke
Blood Vessels Ke R.B.C Ke
Haemoglobin Ke Protein Ke Sixth Amino Acid Ke
Hydrogen Bond Ko Fod Sakta Hoon”
Arjun: “Guru Ji, Aap To Serious Ho Gaye, Mene To
Majak Mein Bola Tha“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
American : "our dogs find bombs"
Japanese : "our fish play footballs"
Pakistanis : "ye to kuch bhi nahi hamaray to gadhay bhi sms parh laitay hain"...
by Shak143 (few years ago!)