Wife saw a sign board:
Wife saw a sign board:
Shafon suit
Rs 25
... Coton suit
Rs 15
Banarsi suit
Rs 18
Wife:Give me Rs 5OOO i will buy 50 suit.
Husband:Andhi. dhobi ki dukan hai
by Pak101.com (few years ago!) / 796 views
Similar Jokes
Teacher 2 GOLU : Jis admi k Dono Hath na hon usay English main kya kahein ge?
.
.
.
GOLU:
... .
.
.
HANDS FREE !!!
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor: U Look Exactly LIke My Third Wife.
Lady: How Many Wives Do You Have?
Doc : Two...
MoRaL : Express Smart Ideas , SmarTLy ..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa Ek Jyotish Ke Paas Kundli Dikhane Gaya.
Jyotish: “Tera Naam Santa Singh Hai?”
Santa: “Ji Maharaj”
Jyotish: “Tujhe Do Ladki & Ek Ladka Hai?”
Santa: “Ji Maharaj”
Jyotish: “Tune Abhi 10 Kilo Chawal Kharide Hai?”
Santa: “Haan, Oye Aap To Antaryami Ho”
Jyotish: “Bete Agli Baar Aana, To Kundli Lana Ration Card Nahi
by Pak101.com (few years ago!)
Tamam Students ko khabar-dar kia jata hai
Ke wo ghar ke sab
.
Chappal
Wiper
Jharu
Belts
Wires
Bat
&
Pipes
.
Chupa lain
.
Kionky result any mai sirf 2 din rah gaye
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Pathan ki bike Gum hogai
Woh khushi Me nachne Laga
1 Aadmi Ne poocha isme
khushi ki kya bat hy
Pathan: yara agar hum bike pe
betha Hota To Ham B Gum ho jata.
by Abdul Basit (few years ago!)
Doctor: Is dawaa ko ek hafte main poora karo aur baad main aake milo.
Patient: Theek hai doctor.
(ek hafte ke baad)
Doctor: Dawaa khatam huaa kya?
Patient: Nahi doctor.
Doctor: Kyu nahi?
Patient: Usme likhaa thaa ke, bottle ko hamesha bandh rakhe.
by Pak101.com (few years ago!)
Allama Iqbal Aaj Zinda hotay to
Pakistan ki halat dekh k yeh kehtay..
"Jis raat maine Pakistan ka khawab dekha
Kash uss raat Jaag kar main koi achi Film hi daikh laita"
by Pak101.com (few years ago!)
1 faqeer ki lotry lagi us ne un paison se masjid bana di
Dost to ne masjid kiun banai
Faqeer :is k age biath k me akela bhek mangun ga
by Sabir shah (few years ago!)
Santa train me ek seat par akela leta tha
Ek aadmi aaya aur bola: bhai thoda side me ho jaiye mujhe bhi baithna hai
Santa: tujhe pata hai mai kaun hu?
Aadmi darr k dusri jagah baith gaya
phir ek pahalwan aaya aur bola: side me ho ja chotu mujhe baithna hai
Santa: abe oye tujhe pata hai mai kaun hu?
Pahalwan ne santa ki gardan pakad k utha liya aur bola: haanbol tu kaun hai?
Santa: ji mai " Bimaar " hu.. 2 din se tezz bukhar hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sarkari Bas Me Bethna Nahi
Sarkari School Me Padhna nahi
Sarkari Dawa Khane Me Davai Karvani Nahi
Aur
.
.
Nokri Chahiye To Sarkari.
Wah PAKISTANI Wah.
by Tanveer Hussain (few years ago!)