Priza Bond
1 Pathan Quaid-e-Azam ki Mazar par ja kar dua kar raha tha
"Maira Prize Bond har sorat mai nekalna chahie"
.
Jese hi wo Mazar se bahir agia, kesi ne uske Jaib se Prize Bond nekal lia tha
.
Wo dobar Mazar gia owr bola: "Jinah Sahb ! Pahly pori baat tu samaj lia karain"
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!) / 777 views
Similar Jokes
Ho nhi sakta k mujay teri yaad na aye,
bhool k bhi bhulaon wo waqt na aye,
Tum bhulo to tumhen agli sans na aye
Me bhoolun
.
.
.
.
.
.
Chal koi gal nai Banda bhool bhi jata hai…;
by Pak101.com (few years ago!)
The most angry moment....
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
When i try to hug the most sexiest person in the universe, my nose hits to the mirror...:-( :-P
mummy meri najar utaro yar...:-D
(',')
<))>
_/ /_
by Umair Siddique (few years ago!)
Ek sheikh ki beti ka operation hua
doctor ne kaha pathri nikli hai
sheikh bola lao mujhay do
doctor ne kaha woh kya karo gay
sheikh bola itni mehngi mili hai bechoon ga.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardi Me Raat
3.Bajay Pani Mai
Baraf Daal Kay Naha Liya Jaey To
Rang Gora Ho Jata He
Or
Sab Kehte Hain
Kia Norani Chehra Hy
MARHOOM Ka
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan Bus Me Pori Seat Par Pheal Kar Betha Tha
Stop Se Ek Aadmi Carha Aur Jaga Mange
Pathan:Oye Tere Ko Pta Nahe K Me Kun He?
Aadmi Dar Gaya Aur Khara Raha
Next Stop Se Ek Aadmi Carha Aur Jaga Mangi
Pathan Ne Phr Bharm Karwaya
Us Ne Pathan Ko Pakar Lia Aur Kaha Bta To Kun He?
Pathan:Muhammad Gul Khan Zai.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Dulhan Andhe Pati Se=Kash Tumhari Ankhe Hoti To Tum Mere Husn ko Dekh skte
Pati=Agr Tum Khubsurat Hoti To Kya Ankho wale Tumhe Mere Liye Chhod Dete.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pathan Ko Khali Message Aaya, Pathan Ne Usi Mobile Number Par Call Kar Ke Kaha,
Pathan: “Oye Yaara! Tumko Malum Hai? Tumhare Mobile Ki Siyahi Khatam Ho Gayi Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
At an INDIAN bus stand, An American Doctor got Heart attack after reading a Book's Name..!!
Guess the name of that book??
:
:
... .
:
:
:
:
:
:
:
:
:
:
:
:
:
"How to Become a DOCTOR in 30Days". Rs 150/-
by Pak101.com (few years ago!)
Santa and Banta in Examination Hall:
Santa: Exam Sheet pe Starting main kya likh Don?
Banta: "Is Answer Sheet Pe jo bhi likha hoga
Wo kisi Question aur Teacher aur School se related nahin hain
And ye sub imiginary aur iska ksi se koi Sarokar Nahin Hai" :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Pati: aaj sunday hai aur aish karna. movie ke liye 3 ticket laayaa hoon.
Patni: teen kyu?
Pati: tumhe aur tumhaare maata pitaa ke liye
by Pak101.com (few years ago!)