Pagal Tanhai Mein Kya Mehsoos Karta Hai
Ek Sawal?
Pagal Tanhai Mein Kya Mehsoos Karta Hai?
.
.
.
.
.
.
Zaroori Nahi Ke Abhi Reply Karo.
Jab Mehsoos Karo To Bata Dena.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 948 views
Similar Jokes
Nurse :
Mubarak Ho ! Sardarji..
Aap Papa Ban Gaye”
Sardarji :
Meri Wife Ko Nahi Bolna..
Main Usey SURPRISE Doonga..!
by Pak101.com (few years ago!)
Girl Pathan Se:
Jab Aap Ke Pas Mobile Hai Aur Mere Pas Bhi Hai
To Ap Ne Letter Kion Bheja?
Pathan:
O Hum Ne Tumko Cal Kia Tha
Us Mein Larki Boli
Plz-Try-Letter
by Mohammad Ali (few years ago!)
Kutta Kaat Lega In park, a boy & girl were sitting!
2 dogs kissed each other
Boy- Jaanu agar tum bura na mano, to main bhi..
Girl- Ok! Par sambhalkar! Kutta kaat lega
by Pak101.com (few years ago!)
Naukarani: Malkan Ap Udaas Kyun Hai
Malkan: Tumhare Sahab Office Ki Kisi Larki Se
Payyar Karte Hai
Naukarani: Nahiiiiin, Sahab Mujhe Dokha Nahi De
Sakte
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: Tum late kion aye ho?
Student: Ammi Abbu lar rahy thay eslie
Teacher:Wo lar rahay thay tu tum kion late aye
Student: Mera ek joota ammi ke pas tha owr ek abbu ke pas
by Pak101.com (few years ago!)
Lady Doctor: Tum roz subah clinic ke bahar khade ho kar auraton ko kyon ghoorte ho?
Aadmi: Ji, aap hi ne bahar likha hai: Auraton ko dekhne ka samay 9am-11am.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar darakht pe ulta latka howa tha
.
Friend: Tu darakht pe kion latka hai?
.
Sardar: Sar dard ki goli khayi hai kahen pait mai na chali jaye
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 Amma
Bus Conductar ko Roz Kaju or Badaam Khanay ko deti thi.
Conductar: AMMA, aap mujhe Roz ye Kyun deti ho?
Amma: Beta, Daant to rahe nahi, Choos kar Phenk dena Theek Nahi Lagta...:i hai.;-)
by Pak101.com (few years ago!)
Urdu Ki "TEACHER"
"Wo Dekho Ek Khubsurat Larki Khari Hai" Is Jumly ko Apne Alfaaz Mai Likho...
STUDENT:Abey Wo Dekh Teri BHABI. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Wife : Tum Toh Chahte Ho K Main Mar Jaon Aur Meri Tamam Cheezai'n Tumhari Ho Jaye'n.
Hasband : Lehhh, Eddddi Tu Benazeer'..
by tanveer hussain (few years ago!)