Badnaseeb insaan
Us shakhs se ziyada bad naseeb kon hoga
jis ki MAGGI me se masala ka pack hi na nikle
by Sabir shah (few years ago!) / 930 views
Similar Jokes
On a trip to the art gallery, a teacher was annoyed to see a boy slapping a statue. He marched over and demanded,
Why are you slapping that statue?'
'Because the gallery attendant told me to beat it,' replied the boy.
by Pak101.com (few years ago!)
Pati daaru pi kar apni patni se kehta hai,
Darling, aaj kuch aisi baat karo
Ki mere kadam zameen par na tike...
Patni ne kaha kaho to faasi pe chada du.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar kafi dair door ki ladki ko ghoor rha tha
Tang aa k larki ne hath se LANAT ka ishara kiya Sardar dost se bola:
Le fair 5 waje da time fix hoya e
by hearthackervsgirls (few years ago!)
KHUSHI k Lamhe kis Qadar Mukhtasir hOte hain
~'~''~''~DOST''~'~'~'
Abi Pankha Chalaya hi tha k phr Light Chali gai
by Abdul Sami (few years ago!)
Sardar ki maut bijli girnay say hui
par uski laash muskuratay hue mili
baghwan ne pucha aisa kyun?
toh sardar bola “mai nu laga koi photo khinch raiya
ae”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Apni Naraz GF ko manane k bad Ladka Pyar se bola:
Jaan,kaho to Tumhare liye chand tare tod lau
Ladki halki c Muskurai OR boli
Phir Haramipan Shuru.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan to his uneducated wife:
Come on darling lets go for a honey moon.
Wife: no dear I have to do some work at home,
Take my brother with you. :)
Pathan joy fully said “o yesssssssssssssssss”
by Pak101.com (few years ago!)
Mujy bhoolny ki khuda kary tum ko aisi saza mily
.
.
Zor ka susu aaye aur shalwar ka naarra na khule
(',')
/ /
<';> Oye khul ja Sim Sim
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa Ne Socha Ki Sunday Free Hun Aaj Movie Hi Dekh Aau.
Par Jaisi Hi Theatre Mein Gaya Vaha Laga Film Ka Board Dekh Ke Vapis Aa Gaya
Kyunki
Us Film Ka Naam Thha Housefull
by Pak101.com (few years ago!)
Ek zaradri mota taza tha jo mazay se mulk ko khata tha...Ding Dong
zardari ne beth k socha ye bibi ko dain gay dhoka ye.....Bibi ko marain gay goli aur khayain gay mulk ko....Ding Dong.....
per army bari sayani thi aur sharfu ki shamat aani thi, army beech se nikal gayi aur sharfu ki kursi nigal gayi....phir zardari bun gaya naya DON.... DingDong DingDong
by Pak101.com (few years ago!)