Sub keh do
Dil soch raha tha pyar se ap ko kia kahun khud gharz
kanjos
bewakof
ya pher
pagal,
~
achanak zong walun ki awaz aai sub ke do
by Sabir shah (few years ago!) / 726 views
Similar Jokes
Chuhi chuhe se-Tu mere lyi jaan de sakda a?
Chuha-kade nhi?
chuhi-kyon?
chuha-Sadi maa nu put nhi labne tenu yaar bathere......
by Sajjad Qureshi (few years ago!)
Ek baar ek Totaa (Bole to Parrot) Ud raha tha full speed par.
Uske saamne achanak full speed mein ek Ferrari aa rahi thi, dono ki takkar hui…
Totaa behosh hoga ya, raste mein ek bhikari tha usne Totaa ko uthaya aur ghar le gaya.
Usko marham lagaya aur pinjare mein rakh diya.
Jab Totaa ko hosh aaya, usne apne aap ko pinjare mein dekha.
Aur bola, “Aalia … JAIL …. Woh Ferrari ka driver mar gaya kya ??
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek baar Laaloo Yadav, America mein english seekhnein chale gaye.
Kai dino baad Rabri Devi ne America phone milaya aur Bush se poocha,
Laaloo ji ko englis ayaa ke nahin.
Bush replied, nahin, unkaa englis nahin aawat hai
by Pak101.com (few years ago!)
Dadi mrte hue boli:Beta me apna farm, 6 tractor,50 janwar & 22,389,630 cash tmhare naam krti hun
Pota:dadi ye sub hai kahan?
Dadi: Farmville on facebook.:
by Pak101.com (few years ago!)
Admi:jab meri shadi howi thi to mujhe bv itni pyari lagti thi k dil karta tha k kha jaun
dost:aur ab?
Admi:sochta hun, kha lia hota to acha tha.
by Sabir shah (few years ago!)
Fakeerni:
sahab1 Rupya de de 3 din se bhuki hu,
sahab:
3 din se bhuki ho to 1 Rupye ka kya karo gi?
Fakeerni:
weight dekhungi kitna loose hua:-D
by Mazhar Khan (few years ago!)
1st man:jail ko urdu me hawalaat kiun kehte hain?
2nd man:kiun k jail me khane ko sirf hawa aur laat hi milte hain.
by Sabir shah (few years ago!)
Dadi:tumhari teacher aa rahi hain tum chup jao.
Pota:pehlay tum chup jao tumhari wafat ki waja se me 3 din chuti pe hun.
by Sabir shah (few years ago!)
"Thousands of words of a teacher don't hurt but silence of a friend in examination hall brings tears into eyes"
by inayat khan (few years ago!)
Boy 1: Larkion ko "I love you" bolny ki sab se achi jagah konsi hai?
Boy 2: Daata Darbar
Boy 1: Kion ??
.
Boy 2: Kionky wahan larkiyon ne chapal nahi pehni hoti
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)