Mashwara life ka
Shair arz kia hai
pewasta e shajar se umeed e bahar rakh
bachay 2 hi achay ,bivian beshak 4 rakh
by Sabir shah (few years ago!) / 883 views
Similar Jokes
Ek Sardar Ji Kahin Ja Rahe Thay.
Rastey Mein Unhoon Ney Dewar Pe Likha Dekha:
Parhney Wala Gadha Hai
Yeh Perh Ker Sardar Ji Pareshan Ho Gaye
Kyunke Unhoon Ne Yeh Parh Liya Tha
Unhoon Ne Roomal Se Yeh Tehreer Mitaee Or Likha:
Likhney Wala Gadha Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Ki Biwi Preeto Bathroom Ka Darwaja Khol Ke Naha Rahi Thi.
Santa Bahar Se Aya Aur Usne Ye Dekha To Bada Hairan Hua Aur Biwi Se Puchha.
Santa: “Oye, Tu Nahate Hue Bathroom Ki Kundi Kyu Nahi Lagati Ho?”
Biwi: “Oh Ji, Mujhe Darr Lagta Hai Ke Nahate Hue Mujhe Koi Keyhole Se Dekh Na Le“
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Nursery CLASS Ka Bacha:
Ma’am Main Aap Ko Kaisa Lagta Hun?
Madam:
Oh, Very SWEET..
BACHA Apnay Dost Se:
Dekha, Maine Kaha Tha Na Line Marti H
by inayat khan (few years ago!)
SANTA-KYU RO RAHE HO
BANTA- MERI MURGI MAR GAYI
SANTA- TO KYA HUYA MERA BAAP BHI MARA THA
LEKIN ME NHI ROYA
BANTA -ABE TERA BAAP KYA ANDE DETA THA
by Mohammad Ali (few years ago!)
ek jin sharab penay insan ki shakal ma gaya 12
glass py gya.
sardr:tenu chaddi nahi ?
Jin:maa jin hoon
sardar:lay chadd gayi Kanjar nuu :)P
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan Apne 1 Saal K Bache Ko Hosptal Le Kr Gya
Dr: Isko Koi Sakht Cheez To Nai Khelai?
Pathan: Nai Kal Yeh Bohat Ro Rha Tha To Bas 1 Chutki Naswar Di Thi
by Pak101.com (few years ago!)
Ustaad: Ali aur Bilawal tum dono aaj phir late aaye ho.
Ali: Sir mera ruppaeyya gum ho gya thaa.
Ustaad Bilawal se: Aut tum kyoun late aaye?
Bilawal: Sir main us kay rupaeyye pay pao rakh kay khara thaa.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Molvi dua mang raha tha
kash shahadt ki moat mil jaye
Pathan:ye nhi ho skta.
Molvi:wo Q?
Pathan:Jahad pe to tu ne jana nhi or halwe may ksi ne bomb rkhna nhi.
by itrat batool (few years ago!)
().(),
/@ / "^----;";*
\,,/" /toyota \
/,,/\,\ /,,/\,\
Petrol bohat mehnga hai
Is liye aapke aane jane k liye pesh hai
"KHOTA COROLLA"
Model 2010
petrol ka dushman
Jub tak dil kray chalaty raho,
5:Years maintances free
Insured and
sponsered by
Jahan khwab wahan..
HBL.
by Abdul Sami (few years ago!)
Q: Why did the turkey cross the road?
A: Because he wasn't a chicken.
by khalid hussain (few years ago!)