Farmaishun se tang
Husband:tumhari farmaisho se tang akar jaraha hun khud khushi karne:-)
bv:sunein 3,4 lawn k suit tu dila den iddat k dinun me kia pehnun gi.
by Sabir shah (few years ago!) / 766 views
Similar Jokes
Girl:”Is dress ka kya price hai.. ??
.
.
.
Shopkeeper:”Sirf 5 kiss,
.
.
Girl:”Aur us dress ka.. ??
.
.
.
Shopkeeper:”10 kiss..
.
.
.
.
Girl:”Dono dress pack kardo, bill daadi
dengi..:p:p
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek aadmi apni biwi ka antim sanskar karke ghar ja raha tha.Achanak bijli chamki, badal garje,jor se barsaat ho gayi.Tufan aa gaya
Aadmi: He Bhagwan,Lagta hai pahunch gayi
by Pak101.com (few years ago!)
TCHR- Ande me se Murgi ka Bacha kaise nikla?
SANTA-Madam, Ye koi badi bat nhi he. Zyada Interesting Ye he ki wo Usme Ghusa kaise?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
'Pagal Khanay Ka Incharge:
Aap Theak Hain, Is Liye Aapko RELEASE Kya Ja Raha Hai.
Magar Afsos K Kal Jis Pagal Ko Aapne Swimming Pool Mai Doobnay Se Bachaya Tha,
Aaj Usne Phanda Daal Kar Khud-Kushi Karli.
Pagal: Us Ne Khudkushi Nahi Ki Hai.
Woh To Maine Usay Taang Diya Tha Sukhanay K Liye.'
by Asim Raza (few years ago!)
1 bewakuf ecg karane hospital gaya
nurse:shirt utaroo
bewakuf:maula khush rakhe pehlay EcG na kar len.
by Sabir shah (few years ago!)
Pati: aaj sunday hai aur aish karna. movie ke liye 3 ticket laayaa hoon.
Patni: teen kyu?
Pati: tumhe aur tumhaare maata pitaa ke liye.
by Pak101.com (few years ago!)
Agar Question Paper Tough Lage, Ya Samajh Me Na Aaye To:
Ek Gehri Saans Lo Aur
Zor Se Chillao
Kamino Fail Hi Karna Hai,
To Exam Kyun Lete Ho....!..;-)
by Pak101.com (few years ago!)
Pathaan's wish: when i die, I wana die
Pathaan's wish: when i die,
I wana die like
my grandpa who died peacefuly in his sleep not
screamin like
all d passengers in d bus he
was driving ;->
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pati:-mere mrne ke baad tumhe mere jaisa doosra aadmi nahin milega.
Patni:- tumhe kisne keh diya, ki main doosra aadmi tumhare jaisa chahti hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
Agar Koi Aap ko Kahy...
"Oye Insaan Ban Jao"
To
.
.
..
..
.
.
.
.
.To Aik Baar Koshish zaror kr lena
Baqi Allah Ki Marzi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)