Pthan ki aqal
1 Pathan apny Jaib mai Pathar dal ke Ja raha tha
.
Kesi ne pocha: Esa kion kar rahy ho?
.
Pathan: es dunia mai us ki Qadar hoti hai, jes ki Jaib bhaari hoti hai.
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!) / 902 views
Similar Jokes
Santa Helmet Pehen K Bahar Nikla To Police Ne Kaha-Nikaal 50rs..
Santa:
Abe Maine Helmet Pehni To He
Police: Abe, Par Scooter Kaha He ?
by Pak101.com (few years ago!)
1 BANIYA mrte time bola-Meri Biwi kaha hai.
Biwi-Mai yha hu.
MERA BETA? Ha papa
Or BETI? papa hm sb aapke pas hi hai.
TO Haramkhoro DUKAN PE Kaun Hai??
by Pak101.com (few years ago!)
Bus Stand Par Akeli Khadi Ladki Ko Dekh Kar,
Ladka Uske Paas Jakar Puchhne Laga.
Ladka: “Patna Kaha Hai?”
Ladki: “Bihar Mein”
Ladka: “Abe Yaar Yahi Pat Jaa Na Bihar Mein Jaane Ki Kya Jaroorat Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Boy: Yaar Bohat Mushkil Hai 'Teacher' Se Pyar Karna.
Friend- Kyu?
.
.
.
.
.
.
.
.
Boy- Love Letter Bheja Tha Assignment Samajh Kar Check Kar Dia..!!
Or Boli Handwriting Improve Karo
by Pak101.com (few years ago!)
ak student 1 baar class meim bara sa box leke gaya. teacher- tum aj ye box leke kyon aye ho mitu. mitu- sir dimag mein nahi ghusta hai sir isliye hi box laya hun isime rakhunga
by Pak101.com (few years ago!)
aik sardar ko uska sasur jute mar raha tha
Admi: Q mar rahe ho?
Sasur: Maine ise Hospital se SMS kiya,Tum Bap Ban Gye Ho Sale Ne Usko Bhi Dosto ko forwrd kar Diya
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Bhikari Pathan Se: Mujhy Khaany ko Kuch Mil Sakta hai.
Pathan: Kal Ki Roti Kha lo Gay?
Bhikari: G Han.
Pathan: Acha to Phir Kal Time Se Aa Jana
by Mohammad Ali (few years ago!)
Khan: Yar Abhi Tumhara Amma Ka Khansi Kaisa Hay?
Friend: Band Ho Gai Hay, Magar Sans Ruk Ruk K Aa Rahi Hay.
Khan: Koi Bat Nai, Khuda Kary Ga, Wo Bi Band Ho Jaye Ga.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ek Bachey Ko Exam Me Koi Sawal Nahi Aata Tha
Bachey Ne Hr Ques K Neche
|||||||||||||||
....
.
.
.
.
.
.
.
.
Es Tarha Ki Lines Laga Kar Neche Likh Diya.
Scratch Kar K Answer Parh Lo.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan "Mazar" Pe Bomb Rakhte Hoy Pakra Gya.
Logo Ne Bht Maara 0r Pocha Aisa Q Kia.?
PTHAN ko Kuch Smaj Na Aaya To Bola:"Mene Bomb Rakhne ki Mannat Mani Thi"...:-)
by hearthackervsgirls (few years ago!)