khan to friend
Khan: Yar Abhi Tumhara Amma Ka Khansi Kaisa Hay?
Friend: Band Ho Gai Hay, Magar Sans Ruk Ruk K Aa Rahi Hay.
Khan: Koi Bat Nai, Khuda Kary Ga, Wo Bi Band Ho Jaye Ga.
by Abdul Hannan (few years ago!) / 846 views
Similar Jokes
Doctor to injured patient:
Jab car ek lady chala rahi thi tu tumhe
road se duur chalna chayi tha.
.
.
... .
... ... .
.
.
.
Patient: Kon sa road? Bhai me tu park
me leta hua tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Husband drinking and said: Tum kon ho ?
Biwi: Pagal ho gaye ho kiya?
apni Biwi ko bhee bhoul gaye Kiya?
HUSBAND: Nasha har ‘gham’ bhula deta hay.
by Pak101.com (few years ago!)
Customer : teri bhais ki 1 ankh to khrab hai.
Fir bhi tu iske 25 hazar rupe mang raha h?
Santa : tuje bhais dudh ke liye chaiyebya nain-matakka karne ke liye
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu nhi sudhrega ...........
Pappu : Mumy papa na nokrani k
saath. . .
Mom ( bat ko bich me hi kat'te huye) : Bus beta tmharay papa aaye to unke saamnay mujhay batana. . . me aaj dekh lungi unhay. . .
Sham ko jab pappu k papa aaye?!!!
Mom: Haan beta aap subha kya keh rhay thay?
Pappu:
Wo na papa nokrani k sath wohi kr rahay thay jo baju walay uncle aap k saath kartay hain :D :-P
by Pak101.com (few years ago!)
Master- “Batao, gadhe aur manushya me kya fark hai?”
Vidhyarthi- “Manushya ko gadha kaha ja sakta hai,
parantu gadhe ko manushya nahi kaha ja sakta|”
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:
Bachpan vich maan di gal suni hondi te aj a din na vekhna painda.
Wakeel:
Kya kehti thi tumhari maan?
Sardar:
Anni deya jadon gal e nien suni tey fer dasaan ki.
by Pak101.com (few years ago!)
A little girl had just finished her first week of
school. "I'm just wasting my time," she said to her
mother.
"I can't read, I can't write and they won't let me
talk!"
by Tanveer Hussain (few years ago!)
sardar Exam main betha copy py apna panja bana rha tha
sardar Exam main betha copy py apna panja bana rha tha
Teacher: Paper main hath ki diagram ka koi question nhi
sardar:main paper banany waly pe lanat bhej rha hun..
by Mohammad Ali (few years ago!)
Du pathan cricket dekh rahay thay Afridi nay chaka mara pehla: Waah kya goal kiya hay Dusra: Bewakuf goal ismay nae cricket may hutha hay
by Mazhar Khan (few years ago!)
Angry boss: Tumne kabhi Ullu dekha hai?
Executive (sar jhukate hue): Nahin sir.
Boss: Niche kya dekh rahe ho ? Meri taraf dekho.
by Tanveer Hussain (few years ago!)