2 din ki zindagi
Kisi Danishwar Ne Sach Kaha Hy K,
Zindagi Do Din Ki Hy…!
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Saturday and Sunday
Baqi Din To Banda Zaleel Hota Hy.
by @irha@ (few years ago!) / 2183 views
Similar Jokes
Santa k ghar NAVJOT SINGH SIDDHU ki tasvir lagi hui thi
Banta: ye q laga rkhi hai..?
Santa: LAUGHING BUDDHA lene gaya tha dukandar ne kaha yeh LATEST hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: 4+3=7 aur 5+4=9, ab tum bataao 45+5 kitna hua?
Student: Kya sir? aasaan sawaalo ka jaavaab aap de diye aur mushkil savaal mujhse kar rahe ho
by Pak101.com (few years ago!)
Ek party mein khaney key baad ganey ka dor chala to ek mehmaan ney apney paas bethey dosrey mehmaan sey kaha, “ganey wali ki awaz kitni wahiyaat hey, kis tarah ganey bajaney key bahaney kanon key pardey phaar rahee hey. Yeh mohtarma hein kon?”
Doosra mehmaan bola: Meri biwi hey
Pehley ney foran baat palti or bola: Asal mein qasoor ganey wali ka nahi, gana hi itna bakwaas hey. Pata nahi kis fazool shakhs ney likha hey.
Doosra mehmaan: Mein ney likha hey
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar on Train Tack
1 sardar rail ki patri per so gaya .
1 aadmi ne kaha kya kar rahe ho? Train aayegi to mar jaoge!
Sardar: Mere uper se hawai jahaaz guzar gaya to kuch nahi hua, train kya cheez hai?
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Height Of Embarrasment :
Man Sitting With his Wife in the Park
Another Lady Comes to his Wife and Says:
“Paise Pehly Le lena, ye admi Baad Mai Bahut Lafra Karta Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
?1 Old Lady ne ATM ke pas SAnta se: Beta mera Balnce check kArdo..
SAnta ne usko Dhakka de diya,
Lady gir gAyi..
SAnta- tumhAra Balance kharab hAI amma..
by Pak101.com (few years ago!)
Santa was going to Bombay. While the plane was landing he was so excited and shouted: “Bombay… Bombay”
Air hostess said: “B silent”
Santa: “Ok. Ombay… Ombay”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
“Aj Ky Bachay”
Camera Man Studio Mei Chotay Bachay Se:
Meri Traf Deko Beta Es Camere Se Kabootar Niklega
Bacha:
Focus Adjust Kar Beta Jahalat Ki Batain Na Kar
by Pak101.com (few years ago!)
Banta dairy likh raha tha
"aaj meri behan ko baccha hone wala hai pata nahi ladka hoga ya ladki,
isliye mujhe ye bhi pata nahi ki me mama banunga ya mami"
by Pak101.com (few years ago!)
Raman: Kal Maine Dekha, 4 Aadmi Ek Saath Swimming Pool Me Koode,
Magar Sirf Ek Ke Baal Gile Huye,
Bolo Kaise?
Chaman: Baaki 3 Ganje Honge
by Pak101.com (few years ago!)