Teacher to student
Teacher -
Agar tumhara dost or girlfriend,
kashti me doob rahe ho to tum kise
bachaoge..? .
.
.
.
Student – Marne do dono ko.!
.
.
.
. Teacher- kyu.?
.
.
Student- Saale dono 1 sath 1 kasti mein
kar kya rhe the
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!) / 985 views
Similar Jokes
Santa :Oye Kya Kr Raha Ho?
Banta : Is Baby Ki Aawaz Record Kr Raha Hun!
Santa :Kyun?
Banta : Wo Jab Bada Ho Jaega
Use Iska Matlab Puchunga
by Pak101.com (few years ago!)
Shaadi ki party mein DJ wale nepuchha: kab tak bajaana hai…..??...
Santa: oye 8 – 10 peg Lagane takbaja lo uske baad toh hum sabgenerator ki awaz par bhi naachlenge… :p =D :D
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Cinema main khawaateen k huqooq per film chal rahi thi.
1khaatoon ne josh mein naara lagaya:
aaj ki aurat kiya nahi kar sakti?
Pathan bola road per peshaab
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Pathan aur Sardar paani peenay gai,
glass ulta para hua tha
Sardar: Khan Sahab iska to moo hi
band hai.
Pathan: Haan yar yeh to neechay se b
toota hua hai…
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
1 Chuenti
Or Hathi Ki Love Marriage Hoi
Next Day
Hathi Ki Death Hogai
Chuenti Boli:
Wah Re Mohabbat, 1 Din Ka Pyar Mila,
Ab Sari Zndagi Qabr Khodny Me Lag Jaigi
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar talking on cell. 2nd Sardar : Kis se baat kar raho ho. 1st Sardar : Biwi se…
2nd Sardar : Itne… Pyaar
1st Sardar : Tumhari hai…
by Pak101.com (few years ago!)
Maa Ne kha Haveli chod Do,
Paro Ne kha Daru chod Do,
Ek Din Aaega Jab -
GIRLFRIEND khegi-BHAIYA,
IN BACHO KO ZARA SCHOOL CHOD DO!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Pita Tum Pass Nahi Hue Ho Tumhara Naam Paper
Me Nahi Hai
Beta Sabhi Panne Bhare Hue Hain,
Ab Mera Naam Kahan Likhte.?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Pathan ka School mai New Admission Huwa:
Teacher: Batao Allama Iqbal kon hain?
Pathan: Hum ko kya Pata Kon hai?
Aaj He To Hum Aaya Hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Sheikh 2 worker:Tumne is saal
Mehnat se kam kia,
Islie 5000 ka Bonus
Cheque de raha Hu,
Agar isi Tara kam karo ge to agle sal ispar sign kardunga.
by hearthackervsgirls (few years ago!)