PTHAN ko Kuch Smaj Na Aaya To
Pathan "Mazar" Pe Bomb Rakhte Hoy Pakra Gya.
Logo Ne Bht Maara 0r Pocha Aisa Q Kia.?
PTHAN ko Kuch Smaj Na Aaya To Bola:"Mene Bomb Rakhne ki Mannat Mani Thi"...:-)
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 895 views
Similar Jokes
Maalik Naukar say:
yeh tum kisi bhi kaam k liye jaatay ho to wapas
aanay main
2 - 3 ghantay kyun laga daitay ho. ?
Naukar:
sahab aap nay he to kaha tha k bijli ki tarah kaam
karna ..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1st beggar: arey, tum kyu us cinema poster ko aise gur rahe ho?
2nd beggar: main hee is cinema ka producer hoo
by Pak101.com (few years ago!)
Boss: Itne kam kapray pehan k q aai ho? Aadha
jism dikh raha hai.
Girl: Itni salary mein yehi aata hai!
Boss: Manager, Iss ko 3 months tak salary mat
dena
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Papa: Aaj tak tune aisa koi kam nhi kiya jisse mera sar uncha hua ho
Beta: Maine ek bar aapke sar k neeche 2 takiye lagaye to the
by Pak101.com (few years ago!)
Machar Ka Bacha Pehli Bar Urha.
Jab Wo Wapis Aya
To Us K Baap Ny Pucha:
Urh K Kaisa Laga?
He Replied:
Bohat Maza Ayaa,
Muje Dekh K
Har Koi Taaliyan Baja Rha Thaa….
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Police: aapki car ki accident kaise hua?
Santa: woh to mujhe bhi pata nahi hai sir. tab main so rahaa tha?
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ko Police Ne Accident Karne Pe
Arrest Kiya..
Judge:Aakhir Ye Accident
Hua Kaise?
Santa:Kyaa Pata Sir,
Me to so Raha Tha....
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aik pathan se pocha gaya ap ki dili khawahsh kia hai?
Pathan fakhar se:chahe ka samandar ho aur naswar ka pahar ho.
by Sabir shah (few years ago!)
2 Arbi, Aik Doosre Ko Arbi Main Galiyan De Rahe Thy
Qareeb se guzartay huye
Phathan ne unse kaha
Qaari saib!
Amaara liye bi
Dua krna...! ;-)
by Abdul Hannan (few years ago!)
Chaandni raat ke romantic palo me premika ne kaha-
“Kaash! Agle janam me mai chaand banti!”
Premi- “Aur mai chandrama par utarne waala
pehla antriksh yaatri!”
by Pak101.com (few years ago!)