Mujh se Shadi Kero Ge
Boy: Agr Moka Mila To Tum Mujhse Shaadi Karo Gi?
Girl: Agr Moka Mil Gaya To Shaadi Karne Ki Kya Zarurat Hai?
O teri kher Bachii HBO Dekhti Hai !!!!
by Mazhar Khan (few years ago!) / 962 views
Similar Jokes
Biwi-mere khyal se hmari beti ki kisi ladke k sath setting ho gai h
pati-vo kaise?
Bivi-q ki vo kafi dino se recharge k paise nahi maang rhi h.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek beautiful girl profesor se "mai exam me pass hone k liye kuchh bhi kar sakti hu"..
Prof- kuch bhi
G.-ya Prof-kuch bhi
Gr- ya prof-" To padh le beti..
by Pak101.com (few years ago!)
Aadmi? Kia lambi zindgi guzaarne ka koi nuskha hai??
Doctor: Haan. Shadi kr lo.
Aadmi: Kia is se umar lambi ho jaye gi?
Doctor: Nahi, Yeh khwahish mar jaye gi
by Pak101.com (few years ago!)
Admi:
Mera Ultra-Sound KarO.?
Doctor:
Qamiz Utaaro AUr Shalwar Zara Neechy Karo.?
Admi:
Pehla Ultra-Sound Nahi Karte..!
by Mazhar Khan (few years ago!)
A depressed person got connected 2 a call center
in Pakistan.He said he was on the verge of
suicide.They got excited and askd...Can u fly a
plane...?!--
by Tanveer Hussain (few years ago!)
santa Banta se:
America main Hollywood hai.
India mai Bollywood hai.
England mai kya hai ?
Banta:
England mai Collingwood hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Husband to wife: Did you have any boyfriend before our marriage?
Wife remained silent for some time…
Husband: mai es khamoshi ko kia samjhon??
Wife: Abhy gin ne tu dey..:)
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1 Pathan : ooy tere chote bhai ki mochain hain aur teri nahin.
2 pathan: is main kya bari bat hai,wo abbu pe gaya hai aur main ammi pe.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Banta: Santa, itna udhaas kyu baita hai?
Santa: yaar betting mein maine 2000 gavaa diyaa :-(
Banta: kaise?
: India pe 1000 rupaiye ka bet lagaaya tha aur India ne match haar gaya
Banta: lekin 2000 kaise?
Santa: aaj us match ka highlights daale. India pe ummeed rakh ke phir 1000 dala tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Bhale Fb Pe Ladki Ka naam Princess,Angel, sweet girl ya Nazuk Gudiya ho....
.
Lekin
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Ghar pe Din me 2 baar Jaru Lagani Hi padti h :D
by Pak101.com (few years ago!)