Manzil se niche gira
heikh 8th manzil se niche gira.
Girte huwe kitchen ki window k pas pohncha
to apni BV ko dekh kr chiLaya:
Shagufta meri ROTI na Pakaeen.!
by Mazhar Khan (few years ago!) / 780 views
Similar Jokes
Ladki Apne Boyfriend Ko Kehti Hai.
Girl Friend: “Jaanu Mein Apna Purse Gar Bhul Aayi Hoon Mujhe 1000/- Rupaye Chahiye”
Boy Friend: “Sach Mein Dost Hi Dost Ke Kaam Aata Hai, Lo 20/ Rupaye, Riksha Kar Or Ghar Se Purse Le Aa“
by Pak101.com (few years ago!)
Injection room ke baahar notice board
Koi mar nahi jata injection
lagwane se Galib Bass
uthne baithne ke andaaz badal jaate hain… ;)
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Mast SHair Arz Hai
-
Hum To BadnaSeeb Hai K TarSay TEri Aik Deed ko
-
.
Hum Se aCHa To Bathr0oM Ka Lota Hai Jo Dekhay TEri Har CHEz Ko
by Mazhar Khan (few years ago!)
GF to Pappu: Titanic dekh kar kya seekha ?
.
.
.
.
.
.
.
.
Pappu: Sikha kuch nahi,
abhi tak soch ra hu
ki
aise mast mauke par bhi koi
painting
kaise kar sakta hai.. :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Born on Government Holidays
Teacher: What is Common between Buddha, Jesus, Mahavira and Guru Nanak?
Santa: All of them were Born on Government Holidays.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Ek kanjus k ghar mehman aaey hua y thay.
Kanjus: Thanda peo ge ya garam?.
Mehman: Thanda.
Kanjus: Rooh Afza ya Pepsi?.
Mehmaan: Pepsi .
Kanjus: Bottle mein peo gay ya glass me?.
Mehmaan: Glass me..
Kanjus: simple glass me ya design wala?.
Mehmaan: Design wala.
Kanjus: Lines wala ya flowers wala.
Mehman: Flowers wala.
Kanjus: Gulaab wala ya chambeli wala.
Mehman: Chambeli wala.
Kanjus: Sorry Yaar hamaray ghar me Aisa glass nahi hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Ustaad Pathan Se Pakistan K Kitny Soobay Hay?
Pathan : (4)
Ustaad Sahabash Un K Naam Batao
Pathan: Mashrik, Maghrib, Shumal, Junoob
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Akbar:batao k hum dushman ko kiun nai dhondh pa rahe hain?
Semapati:kiun ke maharag hum mugal hain google nai.
by Sabir shah (few years ago!)
2 Sardars lookin at an Egyptian mummy.
Sardar1:Look so many bandages,
pakka truck accident case hai.
Sardar2: Aaho,
truck number bhi likha hay, BC-1760
by hearthackervsgirls (few years ago!)
4 SECRETS OF SUCCESS FOR STUDENTS:
1- Kabhi Top na karo warna log tum sai jalney lagengy
2- Hamesha Late class mai jawo, es tarah har teacher tumhy yad rakhy ga
3- Zyada Parhny se Time zaya hota hai, owr Time zaya karna Gunaah hai
4- Khabi Test na do, kionke be-ezati ke 3 marks se Ezat ke 0 achay hain
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)