Biwi aur shohar
Biwi (shohar se): Mai ghar chor kar ja rahi hun.
Shohar(ghusse se): Jaan choro.
Biwi: Yeh aap ki Jaan kehne ki aadat bhi naa mujhe hamesha rok leti hai.
by Aaliya Umer (few years ago!) / 914 views
Similar Jokes
Wife: sunye jub app nay pehli baar mera ghonghut uthaya tha
tu kesa mehsos kya tha?
Husband: mai marr jata agar AAYAT-UL-KURSI yaad na hoti
by Pak101.com (few years ago!)
My Parents Said
I Should Watch
Fewer Movies And Read
More.
So
I Turned 0n The Subtitles ... =P =D
by Usama (few years ago!)
Larki apni Dadi se: Main school nahi jawongi. Rasty main larkay chairty hain
.
DADI:Bahany mat banawo, mai bhi usi raste se roz bazar jati hon, Mujhe to koi nahi chairta
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Boyfriend: Darling mein kal tumhaare ghar gaya tha but lagta hai
hamaari shaadi nahi ho paayegi
Girlfriend: Oh no kyun? papa se mile they kya ?
kya boley woh.
Boyfriend: Nahi, tumhaari behan se milaa tha..
by Pak101.com (few years ago!)
1 Sardar Jungle Se Guzar Rha Tha
K Us Ne Daikha K 1 Sanp Drakht Par Latka Hua Hai…
Sardar:NIDDO Piya Karo…
Sirf Latakne Se Height Nai Barhti;-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Jab boys vomit tab parents says kaminey kaha kha kar aaya tha,
Jab girls vomit tab parents says kaun tha woh kamine,
Moral of the story: jovi vomits boys are always kaminey.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan asked Doctor: Milk peeny se rung gora hota hai?
Dr: Haan us main Calcium hota hai, isi liye.
Phtan: Chal jhootay, Phir bhains ka bacha kyon kala hota hai?
by Abdul Hannan (few years ago!)
Allama Iqbal ne prinday se Pucha k
Tumeh Asman se girney ka nahen ha dar?
Parinday ne Kaha k Iqbal Yar Tere Meharbani Inna
Na Sochia Kar
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Yaar aik sawaal puchna tha..
.
Pepsi ka nhi puchna
.
Munni ki badnaami ka b nahi puchna
.
Kasam sey Dadi or umair wala b nahi puchna
.
Munji baboo ka b nahi puchna
.
SheiLa ki jawani ka b nh puchna
.
Bus ye puchna tha k
.
.
.
.
.
.
.
ZUBAIDA AAPA totKey kahan sey Laati hain???
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Kon kehta hai k Pakistan me job nai milti
Ye lo Jharu
\\\\|////
\\\|///
\\|//
\|/
|
Or shandar career ka aghaz karo.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)