1 MEMON Suba Utha To Dekha
1 MEMON Suba Utha To Dekha
K Biwi Mar Gai Hai Jaldi Se Kitchen Me Gaya Aur Beti K Galay Lag K
Ronay Laga Or Bola
1 Banday Ka Nashta Kam Banana..:-D
by Pak101.com (few years ago!) / 865 views
Similar Jokes
Teacher:ye kon sa tense hai?
Pakisan or india me corruption khatam ho jae ga.
Student:future impossible tense.
by Sabir shah (few years ago!)
Lady: Mere Lips Pe
Infection Ho Gaya Hai
Doctor: Kiss Kitni Baar Karte Ho
Lady: Saal Me Ek Baar
Doctor: Infection Nahi Zung
Lag Gaya Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Ek sardar Cycle Ka Break
Haath Me Lekar Naach Raha Tha ,
2nd sardar,"O G, aeh Kya Ker ray ho..?"
...
sardar...
'BREAK DANCE'.
by Pak101.com (few years ago!)
Banta ek sadhu se bola: Baba, meri biwi bahut pareshan karti hai, koi upay batao.
Sadhu: Beta, upaay hota to main sadhu kyun banta?
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Halwai Se,
Tum Kitne Saal Se Jalebi Bna Rhy Ho!
Halwai: Bare Fakhar Se
30 Saal Se,
Pathan: Lakh Di Lanat E
Tere Kolon Aj Tak Jalebi Sidhi Nai Bani..
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Main ek baar jungle mein susu karne gaya toh waha per Sher tha.
Banta: Phir kya hua?
Santa: Maine Sher se kaha, Pehle tum karlo, mera toh ho gaya hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan sharab peeta raha or rota raha.
Ek admi ne pucha:
"kya huwa khan sahab?"
Pathan: "jis larki ka nam bhulana chahta hon uska nam yad nahi aa raha&qu
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Mai Meenar-e-pakistan ko sar par utha kar Peshawar le ja sakta hon.
.
Hazaron log ekathay ho gaye
.
Pathan: Bas ese utha kar mairy sar par rakho tum !
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Waiter: Khan Sahib 10 Rup Tip To Meri Insult Hai…
Khan: To Phir..?
Waiter: 20 Rup To Hone Chaiye Na…
Khan: Main Tumhari Double Insult Nahi Kar Sakta…
by Mazhar Khan (few years ago!)
1-Jiske Piche Me Hu
Q K
Wo Tujko Kabhi Nai Milegi.
2-Jiske Pichhe Me Nai Hu
Q K
Jo Mujse Na Pati Wo Tumse Kia Pate Gi. ;->
by Pak101.com (few years ago!)