Beta: papa papa!!
Beta: papa papa!!
Baap: Mene kitni bar kha hai khana khate waqt bolte nahi hain
Khana khatam hone ke baad..
Baap: Ha ab bolo kya khe rhe the?
Beta: Aapki khadi mein makkhi thi.
by Pak101.com (few years ago!) / 918 views
Similar Jokes
Girl:" Mai Tumhare liye Aag pechal sakti
hoon, Naddi me kood sakti hoon..
.
.
Boy:" love u jaanu..? kya Tum mujhe Abhi Milne Aa sakti
Ho ??
.
.
.
. .
Girl:" Pagal ho kya itni dhoop
me... :p :O :D
by khalid hussain (few years ago!)
Sardar: Doctor help me, mein jab baat karta huun to muje sirf awaazsunai deti hai, aadmi nahi dikhta.
Dr: Aaisa kab hota hai?
Sardar: Phone karte waqt.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Bus Accident
Man Crying: Mera hath kat gaya.
Bahut dard ho raha hai.
Santa: Abey chup baith.
Wo dekh uska gala kat gaya,
Fir bhi chup-chaap pada hai..!!
by Pak101.com (few years ago!)
Molana Jumay K Khutbe Main:
Aj Kal Cable Pe Channel
Bohot Kharab Aa Rahe Hn!
Aadmi Bola:
Nahi, Hmare Ghar To Saaf Aa Rahe Hn Aap Apna Taar Check Karo.:-)
by Pak101.com (few years ago!)
GOLU:Yaar, mai kuch bhi karta hu to meri biwi
beech me
aa jati Hai
MOLU:Yaar,tu car chala kar dekh
by Tanveer Hussain (few years ago!)
sardar Exam main betha copy py apna panja bana rha tha
sardar Exam main betha copy py apna panja bana rha tha
Teacher: Paper main hath ki diagram ka koi question nhi
sardar:main paper banany waly pe lanat bhej rha hun..
by Mohammad Ali (few years ago!)
Pathan Dukan Se Baraf Lene Gaya.
Baraf Se Dhuan Niklta Hua Dekh Kr Bola ...
'Wah Kocha, Sab Ko Thandi Deta Hy Aur Hum Ko GARAM Deta Hy.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wife: chaliye na! Kahiin chalte hain, or Drive main karon gi
Husband: is ka matlab hai k,, jayen gay CAR main or Ayen gay AKHBAAR main
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Kid (mobile cell phone par): Madam, mera beta aaj school nahi aaygea?
Madam: Aap kon bol rahe ho?
Funny Kid: Mere papa bol rahe hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek pathan aasman par daikh raha tha us ne ek doosre pathan se poocha
Yara! Yeh sooraj hay ya Chand?
2nd Pathan: Pata nai.. Hum to iss sheher mai naya aaya hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)