Sardars Hari Singh and Gani Singh

Sardars Hari Singh and Gani Singh are in a railway station.

Hari Singh asks the clerk: "Can I take this train to Ludhiana?"

"No," answers the Railway man.
"Can I?" asks Gani Singh

by Pak101.com (few years ago!) / 1437 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Ladkiyan Kabhi Khud Pyhar Ka

Q: Ladkiyan Kabhi Khud Pyhar Ka Izhar Pehle Q Nahi Karti?

Intresting Jawab.

Taki Break-up Karte Waqt Ye Keh Sake Ki Tum Mere Pichhe Pade The Main Nahi.

by Pak101.com (few years ago!)
1 Bar Class Me 1 Ladki Gana Gane Lagi

1 Bar Class Me 1 Ladki Gana Gane Lagi
* Jara-Jara Touch Me *
Tabhi 1 Ladka Utha Aur
Use Touch Kiya Fir Bola
Le Ab Himmat H To Aage Ga K Dikha..

by Pak101.com (few years ago!)
Mother: Santa

Mother: Santa tum 18 Years ki larki dekhar shadi karlo,

Santa: 2 bahu lekar ghar aata hai,

Mother: Kya hua?

Santa: 18 ki mili nahi to 9 – 9 ki 2 se shadi karli!!!

by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Yaar aaj pehli bar maine

Santa: Yaar aaj pehli bar maine accha kaam kya, jiss par logon ne mujhe bohat mara!

Banta: Woh kya..

Santa: Ek makan mein aag lagi thi, aur andar kuch log thay, maine window tori aur andar ja kar sab logon ko bahar nikal diya.

Banta: Toh logon ne kyun mara

Santa: Yaar, kyun ke woh sab log fire fighter thay!

by Pak101.com (few years ago!)
Gurdware waleyaan ne eh elaan

Gurdware waleyaan ne eh elaan kita hai k gurdware wich 5, 10, 20, 50, 100, 500 de note nahi chadaye jange


kyonKi



GANDHI di tind te rumaal nahi hai.

by Pak101.com (few years ago!)
kali

Duniya ki her kali aik din phool ban jati hai, magar wo konsi kali hai jo kabhi phool nahi banti??
.
.
.
.
CHIP 'KALI'...
:D

by tahir bashir (few years ago!)
ignorance

Diff between Ignorance and Patience

When U see the Mirror and U dont Laugh at urself that is Ignorance.

&

When I look at U and I also dont laugh.... thats called Patience.

by Abdul Hannan (few years ago!)
Mind karte hain

Police:park me aisy kiun bethay ho?
Admi:hum donon shadi shuda hain
police:to ghar me betho
admi:es ka shohar aur meri bv mind karte hain.

by Sabir shah (few years ago!)
Murgi to anday

Murgi to anday deti hai.

Anday to sufaid hote hein.

Sufaid to dood bhi hota hai.

Dood to bhains deti hai.

Bhains to kali hoti hai.

Kala to bangali bhi hota hai.

Bangali to paan khaata hai.

Paan to laal hota hai.

Laal to gulaab bhi hota hai.

Gulab mein to Kaantein hote hein.

Kantein to machli mein bhi hote hein.

Machli to pani mein terti hai.

Pani mein to insan bhi tera hai.

Insan to lamba hota hai.

Lamba to mera ye Sms bhi hai.

Mujhe to deemagh khana tha.

Ha ha ha

by Mazhar Khan (few years ago!)
oh zalim-e-kanjus

Na hoga koi kanjus tum sa zamane mein,
ek umar guzar gayi tumko samjhane mein
kabhi ek sms hi kar de oh zalim-e-kanjus,
kyu laga rehta hai ek rupee bachane mein

by Abdul Hannan (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 ladka ladki ka picha kr ra..

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Andaz Badal Jate Hain

Dozakh bivi ki waja se

Hospital

Pathan

In 1OO Meter Race

Mamu And Girl

churail

next week daily Masjid Jayen..

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook