Pathan
Patan Ne Jali Note Banaya Orr Quaid-E-Azam Ki Topi Bhol Gaya
Jab Dukandar Ko Dia Tou Dukandar Ne Kaha:
Iski Tou Topi Nahi Hay.
Pathan Bola:
Ye Quaid-E-Azam Lala Ki Garmion Ki Tasveer Hay
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 881 views
Similar Jokes
Ek Aadmi ne Add dekha
"PURANA MOBILE DO AUR NEW MOBILE LO"
Wo us address per pohancha tu wahan koi shop nahi thi.
Us ne waha par 2 Larkon se is Add k bare mey poocha
Unhoon ne GUN nikal k kaha:
ye Add Hum ne dia tha
"CHAL YE PURANA MOBILE DE AUR JA KR NEW MOBILE LAY"
by Pak101.com (few years ago!)
Boss: Where were you born?
Santa : India ..
Boss: which part?
Santa : What 'which part'? Whole body was born in India .
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Train Me 1 Larke Ne Cigarete Jalai, Pas Bethe Admi Ne Usse Kaha; Cigarete k Dhuwai'n Se Meri Tabyat Khrab Hony Lgti Hy
Larka Bola: Tou Aap Smoking Q Krty Hyn?
by Pak101.com (few years ago!)
USA: Hamare dog Fotball khelte hai.
JAPAN: Hamare fish dance Karte hai.
CHINA: Hamare Hathi cycle chalate hai.
INDIA: HAMARE GADHE GOVT CHALAATE Hai.;-).
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Baar Santa Dharu Peekar Sadak Pe Ja Raha Hota Aur Achanak Se
Ek Sadhu Se Takra Jata Hai
Sadhu Gusse Se: “Array Murkh,
Main Tujhe Shraap Deta Hoon”
Santa: “Ruko-Ruko Baba, Main Glass Le Kar Aata Hoon, Fir Dena“
by Pak101.com (few years ago!)
Dear Kanjoos Customer U have Subscribed Kanjoosi Packge. Successfully U can Enjoy saving of msgs.
your SubscrptionKanjoosi is valid untill Allah give U taufeeq to send me sms. Thanks for using kanjoosi packge.
“Kanjoos”
TUM HE TO HO
by Pak101.com (few years ago!)
1 student ne MBA ka form bharty howe 'Watchman' se pocha:
Janab ye university kaisi hai?
.
Watchman: Boht achi university hai, Mai ne bhi yahan se MBA kia hai.
by inayat khan (few years ago!)
Santa: B0llywo0d Meray Peechay Hai,
Modeling Ki Offerz Ho Rahi Hain.
Magr Mera K0i Mood Nahi,
Or To Or Local
T.V Walay To Abhi Tak Meray Peechay Paray Huay Hain.
Mintain Kr Rahay Hain.
Banta: Acha Wo Kesay?
Santa: Instalments Per Lia Tha Na. . .!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
pappu 16 bachon aur bv k sath dost k ghar daawat pe gya.
dost ne itni bari family dekh kr gussay se kaha: haya nai aayi?
pappu: nahin aaj uska exam hai.
by Nilesh Kumar (few years ago!)
1 Pathan Cinema mai Film dekh raha tha.
.
Film mai 1 Shair dowarty howe araha tha.
.
Pathan ne dekha tu dar gia, owr apni chadir kandhy pa dal kar bhaagny laga
Logo ne kaha: Khan Sahib mat daro, yai tu film hai
.
Pathan: Wo tu mujh ko bhi pata hai ke yai film hai, lekin wo tu janwar hai, usko kia pata
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)