Sardar
Eik Sardar Apni Hi Shadi Main Preshan Betha Tha
Kisi Nay Poacha Sardar G Preshan Kyun Ho???
Sadar Bolo: Susral Walon Nay Barat
Main Thoday Admi Lanay Ko Kaha Tha
Pata Nai
Abba Minoo Ve Lay K JaNda Waa Kay Nai.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 905 views
Similar Jokes
Ek Bachay ka school main 7th class main new admision howa .
Teacher. beta batao Allama iqbal koN hain?
Bacha. hum ko kya pata hum to school mai naya hai..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
2 Mohabbat Karnay Walon Nay Khudkushi Ka Irada Kia.
10 Manzila Building Say Pahlay Boy Nay Jump Lagai.
Girl Nay Apni Ankhain Band Kar Leen
Or Yeh Kehtay Huye Wapis Janay Lagi K
Mohabbat Andhi Hoti Ha.
Boy Nay Hawa Main Ye Sun Kar Apna Perashoot Khol Dia
Or Kha, Pyar Kabi Marta Nahi.
Lover’s Of 2013 Aashiqui 3.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Husband:I’ll admit I’m wrong if you’ll admit I’m right!
Wife:I agree! u go first!
Husband:OK,I’m wrong!
Wife(with a twinkle in her eye):you are right!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
BOY TO GIRL: Tum to 14v ka chand ho
Girl: Sach, kya main itni khoobsorat hoon?
Boy: Arey nahin !!
Main to yeh batana chah raha tha kay tum itni gool matool ho....
by Pak101.com (few years ago!)
Larki dosri larki se:yaar ye hand some larke kaise hote hain?~
2nd:pata nai behan me ne to khud wajid khan ka sire naam hi suna hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Dil ko jlane se kya Faida anso Bhane Se kya Faida
Jb usne Hmen choor kr kisi aur ka Hath tham Lia
Ab uske chote bhai ko cheez dilane se kya
Faida...
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Mere Ghar Ki Chhat Par
Aagaye Hain Badal,
Wah wah wah..
Mere Ghar Ki Chhat Par
Aagaye Hain Badal,
.
.
.
Ye Message Faltoo Hai, Mat Parho Pagal!=P:)
by Abdul Sami (few years ago!)
Sardar darakht pe ulta latka howa tha
.
Friend: Tu darakht pe kion latka hai?
.
Sardar: Sar dard ki goli khayi hai kahen pait mai na chali jaye
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Dost :ap ne school ana kiun chor dia hai.
Sardar:yaar mere papa kehte hain aik hi jagah bar bar jane se ijazat kam hu jati hai
by Sabir shah (few years ago!)
Ladki_ maa...
ye padosi ka ladka mujhe baar baar kiss kar k bhag jata hai maa muskura ke boli_bada shararti hai... bilkul apne baap par gaya hai
by Pak101.com (few years ago!)