Funny
Aik aadmi jangal jangal se guzar raha tha
Lion: "aaj mein tumhara khoon pi jaaonga".
Aadmi: "mera khoon thanda hai, mere piche aik nojawaan aaraha hai us ka khoon garam hai uss ka khoon pina."
Lion: "nahi, aaj mera dil cold drink pine ko ji chah raha hai."
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 919 views
Similar Jokes
Mr Funny post-office me money-order karvane jata hai.
Postmaster: Mr Funny, yeh note fata hua hai, change kar do.
Mr Funny: Mein apni mammi ko paise bhej raha hu. Fata hua note bhejun ya naya, tumhe kya farak padta hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Major Rohail: Hamara Beta Nalaik Hai.
Hamesha Test Main "Andaa" Lata hai.
Anti Misba: Tum Kya Jano "Andey" ki Qeemat.
Pata hai Aaj Kal 105 Rupee Darjan hain. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Munna bhai : Chand toh raat ko nikalta hai, aaj din mein kaise nikal aaya?
Girl : Ullu toh raat ko bolta hai, aaj din mein kaise bol pada?
by Pak101.com (few years ago!)
Pessenger:
Tumne Mere Jaib Me Hath Kyn Dala?
Pathan:
Muje Machis Chahiye Thi
Pessenger:
Tum Mujhse Mang Sakte The
Pathan:
Hum Ajnabi Se Baat
Nahi Karta
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: " Main Teri Jaan Kadh Davaangi", Da Future Tense Ki Hovega?
Santa: Saali, Tu Hath Laake Taan Dekh
by Pak101.com (few years ago!)
Santa raat ko cycle le ke qabristan main ghus gaya.
Phir dusri side se bahar nikla
Aur paseena ponchhty hue bola:????
Yaar, ye konsa road tha????????
Itne sare speed breaker
by Mazhar Khan (few years ago!)
Dil badal na dena sim ki tarah.
Dosti low n karna battry ki tarah.
Pyar kam na karna balance ki tarah.
Hamesha meri zarurt mehsus karna CHARGR ki tarah.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Once Laloo was coming out of airport. As there was huge rush the security guard told Laloo "WAIT SIR" For which Laloo replied “75Kgs” and moved on…
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: Sirf Mere Liye Hi Paan Kyu Le Rahe Ho?
Apne Liye Bhi Le Lo...
.
.
.
.
Husband: Mai Bina Paan Khaye Bhi Chup Reh Sakta Hu
by Pak101.com (few years ago!)
Baap: Beta koi bat nai tumhari qismat mai Fail hona hi likha tha
.
Beta: Jee Papa, yai tu acha howa mai ne pura saal parha nai warna sari mehnat zaya hojati
by hearthackervsgirls (few years ago!)