MAULVI SAHIB NE AK DIN ROZA RAKHNAY
MAULVI SAHIB NE AK DIN ROZA RAKHNAY KA IRADA KIA SHAAM KO BIVI KO JALAIBIAN DEEN AUR KAHA K IN KO BHAGO KAR RAKH LAI WO SUBAH SEHRI KARAIN GAY SUBAH HOTAY HI MAULVI SAHIB NE BIVI SE KAHA
MAULVI SAHIB:BEGAM JALEBIAN LE AAO
BIVI:JALAIBIAN TO BILLI KHA GAI HAI
MAULVI SAHIB:CHALO PHIR ROZA BHI BILI RAKHAY GI
by Pak101.com (few years ago!) / 2759 views
Similar Jokes
Pathan: Raat Mujhy 1 Aadmi Nay
Chaaku Dikha Ker Loot Liya
Friend: Lekin Tery Pas To
Hamesha Gun Hoti Hy
Pathan: Wo Main
Nay Chupa Di Thi,
Warna Wo Bhi Lay Jata!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Kal Ek Admi Aurat Ko Peet Raha Tha. Maine Kaha Mard Se Lado.
Banta: Fir?
Santa: Jab Mujhe Hosh Aaya 2 Main Hospital Me Tha
by Pak101.com (few years ago!)
Aik doctor apne dost se:
?yar mai soch raha hon k is gaon main
apna clinic khol lon.
Dost:?tumhara khyal to naik hy
magar yahan ka qabristan chota hai..
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Shohar: Dr ne kaha hy k meray daant mei keera hay.
Bivi (tanz se):
Dr ne beemari tu sahi batai hay magar jaga ghalat bata di .
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Woman: I was in a very generous mood today,I gave a poor beggar $25
Friend: Thats a lot of money to give away,What did your husband say?
Woman: Shukriya (Thank you)
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Aadmi Kapde Ki Dukan Par Gaya Aur Dukandaar Se Bola.
Aadmi: “Mujhe Ek Lady Suit Dikha Do”
Dukandaar: “Biwi Ke Liye Chahiye Ya Koi Achha Wala Dikhaun?“
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: Agar main mar jaun to tum kya karoge?
Husband: Shayad main mar jaunga.
Wife: Kyon?
Husband: Kabhi kabhi zyada kushi janleva hoti hai….
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Agr 1 Hathi Sui k Surakh me se guzarne ki
koshish kr rha ho
to usy rokny k lie kia krna chahye?
Pathan: Us ki dum pe girah laga do, phans jae ga
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Tajmahal ko dekh ke bola Shahajahan ka pota,
.
.
.
Aaj hamara bhi bank balance hota
.
.
.
.
.
agar Daddu aashiq na hota..
by Pak101.com (few years ago!)
Wife:Why are you back home so early?
Husband: At office
boss told me "Go to Hell..."
by Pak101.com (few years ago!)