Kal Ek Admi Aurat Ko Peet Raha
Santa: Kal Ek Admi Aurat Ko Peet Raha Tha. Maine Kaha Mard Se Lado.
Banta: Fir?
Santa: Jab Mujhe Hosh Aaya 2 Main Hospital Me Tha
by Pak101.com (few years ago!) / 907 views
Similar Jokes
Bhikari: Amma thoda sa khana dena
Amma: Abhi khana nahi bana hai
Bhikari: To banane ke baad miscall kar dena
by Pak101.com (few years ago!)
Jis din se us bewafa ne mujhe chora hai
dost
us din se mobile ki battry 3 ,4 din aram se chal jati hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Teacher :
Y R U Late..?
All Ur Classmates Came To Class On Time..??!!
Student :
"Jhund Me Kutte Ate Hain Sir...
Sher To Akela Ata Hai...
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 kabutar pathan ko tang kr rha tha, pathan ne usy pakar liya or usy marne ka faisla kr liya, wo usy chat pe ly gaya
aur wahan se neche phaink diya,:-)
(‘,’)
./ /.
Moral:
moral woral kuch nai
wo kabutar b peshawar ka tha
niche gir k mar gya:-
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:- Translate This Punjabi Sentence Into English . .
Teacher:- Translate This Punjabi Sentence Into English . .
Ethay Tey Anni Peyi Hoyi Aey.
.
.
.
Sardar: A Blind Girl Is sleeping here ! ;
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Police wala apne bache se: Beta tumhara
result achha nahi aya aj se tumhara khelna
tv dekhna
band
.
.
Son: Ye 50 Rs pakro or is bat ko yahien daba do”:-
by A. Sami (few years ago!)
Pathan:sharab peeta raha aur rota raha
kisi ne pocha:khan sahab kiun ro rahe ho.
Pathan:jis larki ko bhulana chahta hun us ka naam yad nai aa raha
by Sabir shah (few years ago!)
Sardar ki maan bemar howi docter k pas le gae.
Docter :is k test hon ge
sardar:tests ki in ki umer nai one day ya t20 karwa do.
by Sabir shah (few years ago!)
Once a Pathan was asked
“Khan G appka Favourate Song Kon sa HAi?”
Khan Sahb replied :
“LARKI KYON , NA JANE KYON
LARKON SI NAHI HOTI”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Baap:beta koi bat nhi tmhari qismat me fail hona likha tha ho gye
Beta:ye to acha hua dad maine pura saal nai padha warna sari mehnat bekar ho jati.
by Pak101.com (few years ago!)